Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi
Tu jo badha de hath zara
Dunia ke sahare kuch bhi nahi
Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi
Man liya dilkash hai bahut
Ye rat hasi ye chand java
Man liya dilkash hai bahut
Ye rat hasi ye chand java
Baat jo dekhi hai tujh me
Nazaro me vo baat kaha
Samne mere tu ho agar
Duniya ke nazare kuchh bhi nahi
Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi
Sath hai mere tu jab tak
Roshan hai jivan ki rahe
Sath hai mere tu jab tak
Roshan hai jivan ki rahe
Kyu ho mujhe manzil ka gam
Patvar hai jab teri bahe
Manjhi hai gar tu naiya ka
Tufan ke dhare kuch bhi nahi
Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi
Bandh liya bandhan me tumhe
Bas me kar liya baharo ko
Hai ye vo bandhan jo kar de
Azad gamo ke maro ko
Pyar ki tere chav mile to
Gam ke sharare kuch bhi nahi
Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi.
Asha Bhosle, Shamshad Begum
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Talat Mahmood