Aaj jawani aur budhape ka
Aaj jawani aur budhape ka
Aisa hoga mel
Ye engan mera hoga
Main hogi is ki rail
Ye engan mera hoga
Main hogi is ki rail
Phir chuk chuk chuk chuk chuk
Phir chuk chuk chuk chuk chuk
Pahiyo ke ragade kha kar
Jab bhi patari chamake gi
Bhudha engan khasega
Aur khali chhati dhadkegi
Pahiyo ke ragade kha kar
Jab bhi patari chamake gi
Bhudha engan khasega
Aur khali chhati dhadkegi
Rah jayega sirf dhua aur
Beh jaye ga tel
Main engan tera hoga aur
Tu hogi meri rail
Arey ja ja
Ye engan mera hoga aur
Main hogi iski rail
Phir chuk chuk chuk chuk chuk
Phir chuk chuk chuk chuk chuk
Tum jaise har ladke ko bas
Shor machana aata hain
Rail ke chalne se pahle
Phir kyo signal gir jata hain
Tum jaise har ladke ko bas
Shor machana aata hain
Rail ke chalne se pahle
Phir kyo signal gir jata hain
Main hoon aag aur tu pani hain
Kaise hoga mel
Ye engan mera hoga aur
Main hogi iski rail
Lekin mera kya hoga
Jab main hogi iski rail
Phir chuk chuk chuk chuk chuk
Phir chuk chuk chuk chuk chuk
Mujhko apne sath laga kar
Dekh vo dunga jhatake
Haddi pasali hil jayegi
Baith jara tu hat ke
Oye shahbaash
Mujhko apne sath laga kar
Dekh vo dunga jhatake
Haddi pasali hil jayegi
Baith jara tu hat ke
Main bijali ka ek engan hoon
Main bijali ka ek engan hoon
Tu bijali ki rail
Iis koyle ke engan se
Tu kabhi na karna mel
Ye engan mera hoga aur
Main hogi iski rail
Phir chuk chuk chuk chuk chuk
Phir chuk chuk chuk chuk chuk
Oye sahbash.
Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Anuradha Paudwal, Manhar Udhas
Pankaj Udhas