Arey arey arey na na na
Aaj rapat jaayen
Toh hamein na uthaiyyo
Aaj fisal jaayen
Toh hamein na uthaiyyo
Humein jo uthaiyyo toh
Humein jo uthaiyyo toh,
Khud bhi rapat jaiyyo
Ha khud bhi fisal jaiyyo
Aaj rapat aa ha aaj rapat jaiyyo
Toh hamein na uthaiyyo
Barsaat mein thi kaha baat aaisi
Pehli baar barsi barsaat aaisi
Barsaat mein thi kaha baat aaisi
Pehli baar barsi barsaat aaisi
Kaisi yeh hawa chali,
Paani mein aag lagi,
Jaane kya pyas jagi re
Bheega yeh tera badan,
Jagaaye meethi chubhan
Nashe mein zoome ye mann re,
Kaha hu main mujhe bhi yeh hosh nahi
Aa ha ho ho
Aa ha ho ho aaj behak jaaye
Toh hosh na dilaiyyo
Aaj behak jaaye toh
Hosh na dilaiyyo
Hosh jo dilaiyyo toh
Hosh jo dilaiyyo toh
Khud bhi behak jaiyyo
Aaj rapat aa ha aj rapat jaiyyo
Toh hamein na uthaiyyo
Baadal mein bijli baar baar chamke
Dil mein mere aaj pehli baar chamke
Baadal mein bijli baar baar chamke
Dil mein mere aaj pehli baar chamke
Haseena dari dari haan ,
Baahon mein simat gayi
Haan, seene e lipat gayi re
Tujhe toh aya mazaa haan,
Tujhe toh aayi haseen haan,
Meri toh jaan fasi re
Jaanejigar kidhar chali nazar churake
Aa ha ho ho
Aa ha ho ho
Baat ulajh jaiyyo toh aaj na suljhaiyyo
Baat ulajh jaiyyo toh aaj na suljhaiyyo
Baat jo suljhaiyyo toh
Baat jo suljhaiyyo toh, khud bhi ulajh jaiyyo
Aaj rapat aa ha aaj rapat jaiyyo
Toh hamein na uthaiyyo
Badal se chham chham se sharab barse
Saawari ghata se shabaab barse
Badal se chham chham se sharab barse
Saawari ghata se shabaab barse
Boondon ki baji payal haan,
Ghata ne chhedi gazal haan,
Ye raat gayi machal re
Dilon ke raaz khule haan,
Fizaa mein rang ghule haan,
Jawaa dil khulke mile re
Hona tha jo hua wahi ab darana kya
Aa ha ho ho
Aa ha ho ho
Aaj doob jaaye to hame na bachaiyyo
Aaj doob jaaye to hame na bachaiyyo
Humein jo bachaiyyo toh
Humein jo bachaiyyo toh,
Khud bhi doob jaiyyo
Aaj rapat aa ha aaj rapat jaiyyo
Toh hamein na uthaiyyo
Aaj fisal jaayen toh
Hamein na uthaiyyo, aa ha ho ho
Aa ha ho ho.
Asha Bhosle, Bappi Lahiri, Shashi Kapoor
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Asha Bhosle