Are kuchh nahi kuchh nahi
Are kuchh nahi kuchh nahi
Phir kuchh nahi bhata
Jab rog ye lag jata
Main hun prem rogi
Main hun prem rogi
Meri dava to kara o
Main hun prem rogi
Meri dava to kara o
Jao jao kisi vaid ko bulao
Main hun prem rogi
Phir kuchh nahi bhata
Jab rog ye lag jata
Main hun prem rogi
Meri dava to kara o
Main hun prem rogi
Soch raha hun jag kya hota
Soch raha hun jag kya hota
Isme agar ye pya na hota
Mausam ka ehsas na hota
Gul gulshan gulzaar na hota
Hone ko kuchh bhi hota par
Hone ko kuchh bhi hota par
Ye sundar sansar na hota
Mere in khayalo main
Mere in khayalo main
Tum bhi dub jaao
Mere in khayalo main
Tum bhi dub jaao
Jaao jaao kisi vaid ko bulao
Main hun prem rogi
Yaaro hai wo kismat wala
Prem rog jise lag jata hai
Sukh dukh ka use hosh nahi nai
Apni lau main ram jata hai
Har pal khud hi khud hasta hai
Har pal khud hi khud rota hai
Ye rog lailaaj sahi
Phir bhi kuchh karao
O jaao jaao jaao
Are jaao jaao jaao
Mere vaid ko bulao
Mera ilaaj karao
Aur nahi koi toh
Mere yaar ko bulao
O jaao jaao jao
Mere dildar ko bulao
Main hun prem rogi
Meri dava to karao
Main hun prem rogi.
Anwar Rafi, Sudha Malhotra
Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar
Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar