Aaj socha hai
Aaj socha hai khayalo mein bulakar
Tumko pyar ke naam pe thodi
Si shikayat kar le
Aaj socha hai
Aaj socha hai khayalo mein bulakar
Tumko pyar ke naam pe thodi
Si shikayat kar le
Aise bichhade ho ki jaise
Kabhi milna hi nahi
Aise bhule ho ki jaise
Kabhi jana hi na tha
Ajnabi banke agra yuhi
Sitam dhana tha
Pas aana hi na tha
Pas bulana hi na tha
Aao tute huye
Aao tute huye khawabo
Diyarach kar le aaj socha hai
Ranjhise bhi wahi palti hai
Jaha pyar pale
Pyar hi jis se nahi us se gila kya hoga
Meri ummid hai tu teri tamana main hu
Aur chahat ki duvao ka sila kya hoga
Ranjhise bhul ke
Ranjhise bhul ke khawabo ko
Hakikat kar le aaj socha hai
Kya kahu main tumhe
Kya samjha hai kya mana hai
Meri chahat ne tumhe
Apna khuda mana hai
Apna hissa hi maine sada mana hai
Jaan ko kisane bhala tan se juda mana hai
Jaan aur tan se kaid muhabaat kar le aaj socha hai
Aaj socha hai khayalo mein bulakar
Tumko pyar ke naam pe thodi
Si shikayat kar le.
Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Asha Bhosle
Asha Bhosle