Dil humne jise ye diya hai
Jiske liye ab tak ye jiya hai
Oo dil humne jise ye diya hai
Jiske liye ab tak ye jiya hai
Oo usi ke liye hum to ye
Jaa bhi luta denge
Usi ke liye hum to ye
Jaa bhi luta denge
Banke shama main jalu
Pal mein shola bhi banu
Na khel mujhse nada
Mit jayega tera nisha
Banke shama mai jalu
Pal mein shola bhi banu
Na khel mujhse nada
Mit jayega tera nisha
Jhelugi hans ke mai
Tera har sitam
Mera pyar hai amar
Us pyar ki mujhe kasam
Oo ho
Jhelugi hans ke mai
Tera har sitam
Mera pyar hai amar
Us pyar ki mujhe kasam
Angare ho ya kante ho
Mai chalne ko tayar hu
Pathar ko baha le jayegi
Jo main wo ganga ki dhar hu
Banke shama mai jalu
Pal mein shola bhi banu
Na khel mujhse nada
Mitt jayega tera nisha
Hanste hai gate hai
Hum ro ro ke marte nahi
Himat hai ladne ki hum
Tum se darte nahi, oo ho
Hanste hai gate hai
Hum ro ro ke marte nahi
Himmat hai ladne ki hum
Tum se darte nahi,
Kuch der ke tum is duniya me
Samjho ke ek mhaman ho
Pukar rahi hai mot tumhe
Is kadar tum anjan ho
Banke shama main jalu
Pal mein shola bhi banu
Na khel mujhse nada
Mitt jayega tera nisha
Dil humne jise ye diya hai
Jiske liye ab tak ye jiya hai
Usi ke liye hum to ye
Jaa bhi luta denge
Usi ke liye hum to ye
Jaa bhi luta denge.
Chandrani Mukherjee, Shailendra Singh
Bappi Lahiri
Asha Bhosle
Amit Kumar