Aaja parayi hokar behna
Jaye piya ke desh
Aaja parayi hokar behna
Jaye piya ke desh
Door akela roye bhai
Door akela roye bhai
Dil pe laage thes
Aaja parayi hokar behna
Jaye piya ke desh
Bachpan beeta saath mein khele
Saavan mein sang jhula jhule
Raakhi baandhi raakhi ke din
Kaise katenge mere din ab tere bin
Yaad teri aati hain mujhko
Yaad teri aati hain mujhko
Dil pe laage thes
Aaja parayi hokar behna
Jaye piya ke desh
Jis behna ko dulhan bana ke
Ik bhaai ne vidda kiya
Zhaalim waqt ne usse hi
Marne pe majhboor kiya
Itani jhaldi ek bhaai se
Behna ka aanchal chhut gaya
Cheeta jhala kar
Cheeta jhala kar apni behenki
Bhai ka dil tut gaya
Bhai ka dil tut gaya
Aye duniya ke maalik
Jo chahein saja de
Khata kyaa hain meri
Bas itana batta de
In jhulmo sitam ko
Main ab na sahunga
Sabhi dushmano ko
Mitta ke rahunga
Aye nani si jaan padi hain
Aaj sadak par laawarish
Koi nahi hain iss ka apna
Koi nahi iss ka waarish
Iss nani si jaan ki kyaa hain
Khata koi batlaye to
Iss ke muqadaar mein kyaa likha hain
Koi mujhe samjhaye to
Koi mujhe samjhaye to.
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Anand Raj Anand, Poonam Bhatia
Abhijeet Bhattacharya, Poonam Bhatia
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu