Laoon kahan se main wo juba
Dil ki sunaye jo dastaa
Laoon kahan se main wo juba
Dil ki sunaye jo dastaa
Meri dua hai yaar mere
Sache ho sare khwab tere
Tu ek din chhu le asmaa
Laoon kahan se main wo juba
Dil ki sunaye jo dastaa
Meri dua hai yaar mere
Sache ho sare khwab tere
Tu ek din chhu le asmaa
Dunia bhi jaise hai ek tamasha
Kahi sari khusiya kahi sirf nirasha
Dunia bhi jaise hai ek tamasha
Kahi sari khusiya kahi sirf nirasha
Mere yaar hamesha tu khusiya paye
Koi ghum aaye to mujhko mil jaye
Laoon kahan se main wo juba
Dil ki sunaye jo dastaa
Meri hai itni si kahani
Main teri aisi hu deewani
Jau ke kahde tu jaha
Ghum sahne ka jisko ikrar nahi hai
Use jo bhi kahdo wo pyar nahi hai
Ghum sahne ka jisko ikrar nahi hai
Use jo bhi kahdo wo pyar nahi hai
Meri jaan bhi mujhse mera yaar jo mange
Main jaan luta du ek baar jo mange
Laoon kahan se main wo juba
Dil ki sunaye jo dastaa
Laaon kaha se main wo juba
Dil ki sunaye jo dastaa
Meri hai kaisi khusnasibi
Mahbuba payi maine aisi
Or dost aisa meharba
Laoon kahan se main wo juba
Dil ki sunaye jo dasta
Meri dua hai yaar mere
Sache ho sare khwab tere
Tu ek din chhu le asmaa.
Kumar Sanu
Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Abhijeet Bhattacharya, Chandana Dixit
Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Bali Brahmbhatt, Lalit Sen