Aankhe milayenge bate sunayenge
Aankhe milayenge bate sunayenge
Palkein bichhaaenge zulfein bikharayenge
Phir kisi din, aaj kya karenge
Ho aaj sirf gana gayenge
Aankhe milayenge bate sunayenge
Palkein bichhaaenge zulfein bikharayenge
Phir kisi din, bhayi aaj kya karenge
Ho aaj sirf gana gayenge
Aaj sirf gana gayenge
Gaane ke liye yahaan aana kya zaruuri tha
Jaane ke liye ye bahaana kya zaruuri tha
Achchha maan jaate hain nahin tadapaate hain
Ye baat hui na
La la la la la la la la
Mil ke laharaaenge kabhi paas aayenge
Kabhi paas aaenge kabhi duur jayenge
Phir kisi din, oho aaj kya karenge
Ho aaj sirf gaana gaaenge
Pyaar mein gilein shikawein ka mauka deti ho
Ghar se bula ke raste mein dhokha deti ho
Achchha chalothik hai kuchh bhi ho prit hai
Waada raha na, haan waada
La la la la la la la la
Prit ye nibhaaenge aankhon mein basayenge
Tum ko na rulaaenge hasenge hasayenge
Phir kisi din, bhayi aaj kya karenge
Ho aaj sirf gaana gaaenge
Aankhe milayenge bate sunayenge
Palkein bichhaaenge zulfein bikharayenge
Phir kisi din, to aaj kya karenge
Aaj sirf gaana gaaenge.
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Rahul Dev Burman
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar