Kahu kya tumse apni daasta
Tere dil me jo dard hai kah de jane ja
Kahu kya tumse apni daasta
Tere dil me jo dard hai kah de jane ja
Kuchh din pahle mai geet gulshan me
Jaise gane pe khilta tha gulfa
Mai masti me yu lahrati firti
Baho me jaise matwali bulbul
Phir kya hua us gul ka
Us matwali bulbul ka
Kahu kya tumse apni daasta
Tere dil me jo dard hai kah de jane ja
Ek din gulshan me ek saiyad aaya
Lekar wo nikla mujhe basti me
Rang mera becha mere nagme beche
Luta jo bhi tha meri hasti me
Kisne luta tera pyar wo bhi na bachega yar
Kahu kya tumse apni daasta
Tere dil me jo dard hai kah de jane ja
Mere jiwan ka sara ras lekar
Zaalim ne feka kyun raho me
Kuchli firti hu masli firti hu
Iske hatho me uski baho me
Na ro aur na ho udaas
Tera mai hu aa mere paas.
Kishore Kumar, Vijeta Pandit
Kishore Kumar, Vijeta Pandit