Aankho ki gustakhiya maaf ho
O aankho ki gustakhiya maaf ho
Ek tuk tumhe dekhati hain
Jo bat kehna chahe juban
Tumse woh yeh kehati hain
Aankho ki sharmohaya maaf ho
Tumhe dekhke jhukati hain
Uthi aankhe jo bat na keh saki
Jhuki aankhe woh kehati hain
Aankho ki aankho ki gustakhiya maaf ho
Kajal ka ek til tumhare labo pe laga lu la la la
Han chanda aur suraj ki nazaro se
Tumko bacha lu hmmm
Oh palkon ki chilman me
Aao mai tumko chhupa lu aa
Khayalo ki yeh shokhiya maaf ho
Har dam tumhe sochati hain
Jab hosh me hota hai jahan
Madhosh yeh karati hain
Aankho ki sharmohaya maaf ho
Yeh zindagi aapki hi amanat rahegi ay hey
Dil me sada aapki hi mohabbat rahegi ay hey
Inn sanso ko aapki hi jaroorat rahegi
Iss dil ki nadaniya maaf ho
Yeh mere kahan sunati hain
Yeh pal pal jo hote hain bepal sanam toh
Sapne naye bunati hain
Aankho ki gustakhiya maaf ho
Aankho ki sharmohaya maaf ho.
Dominique Cerejo, Krishnakumar Kunnath (K.K)
Karsan Sagathia, Kavita Krishnamurthy
Damayanti Bardai, Jyotsna Hardikar, Krishnakumar Kunnath (K.K), Shankar Mahadevan
Hariharan, Kavita Krishnamurthy
Kavita Krishnamurthy, Shankar Mahadevan, Ustad Sultan Khan
Karsan Sagathia, Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod
Dominique Cerejo, Kavita Krishnamurthy, Mohammed Salamat
Alka Yagnik, Udit Narayan