Chaand chhupa baadal mein
Sharma ke meri jana
Sine se lag jaa tu
Balkhake meri jana
Ghumsum sa hai gupchup sa hai,
Madhosh hai khamosh hai
Yeh sama, han yeh sama kuchh aur hai
Chaand chhupa baadal mein
Sharma ke meri jana
Sine se lag jaa tu
Balkhake meri jana
Nazdikiyaan badh jaane de,
Arre nahi baba nahi, abhi nahi nahi nahi
Ye dooriya mit janede,
Arre nahi baba nahi, abhi nahi nahi nahi
Door se hi tum ji bhar ke dekho,
Tum hi kaho kaise door se dekhu
Chand ko jaise dekhta chakor hai
Aye ghumsum sa hai, gupchup saa hai,
Madhosha hey, khamosha hey
Yeh sama ha yeh sama kuchh aur hai
Ho ho ho chaand chhupa baadal mein
Sharma ke meri jana
Sine se lag jaa tu balkhake meri jana
Aaja re aaja re chanda
Ke jab tak tu naa aayega
Sajana ke chere toh dekhne
Yeh man tarsa jayega
Naa naa chanda tu nahi aana
Tujo aaya toh
Sanam sharma ke kahi chala jaye naa
Aaja re aaja re chanda
Tu lakh duwaye payega
Naa naa chanda tu nahi aana,
Varna sanam chala jayega
Aanchal mein tu chup jane de,
Arre nahi baba nahi, abhi nahi nahi nahi
Julfo mein tum kho jane de,
Arre nahi baba nahi, abhi nahi nahi nahi
Pyar toh nam hai sabra kaa humdam,
Wohi bhala bolo kaise kare ham
Sawan ki rah jaise dekhe mor hai,
He rehne bhi do, jane bhi do,
Ab chhodo na, muha modo na
Ye sama ha ye sama kucha aur hey
Aaya re aaya chanda
Ab har khwahish puri hogi
Chandni raat mein har sajani
Apne sajana ko dekhegi
Aaya re aaya chanda
Ab har khwahish puri hogi
Chandni raat mein har sajani
Apne sajana ko dekhegi
Aaya re aaya chanda
Ab har khwahish puri hogi
Chandni rat mein har sajani
Apne sajana ko dekhegi.
Dominique Cerejo, Krishnakumar Kunnath (K.K)
Karsan Sagathia, Kavita Krishnamurthy
Damayanti Bardai, Jyotsna Hardikar, Krishnakumar Kunnath (K.K), Shankar Mahadevan
Hariharan, Kavita Krishnamurthy
Kavita Krishnamurthy, Shankar Mahadevan, Ustad Sultan Khan
Karsan Sagathia, Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod
Dominique Cerejo, Kavita Krishnamurthy, Mohammed Salamat
Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu