Aankhon Mein Hai - Laila Majnu lyrics | Laila Majnu - Aankhon Mein Hai lyrics

Aankhon Mein Hai is a hindi song from the 1953 movie Laila Majnu. Aankhon Mein Hai singers are Khan Mastana, Mohammed Rafi. Aankhon Mein Hai composer is Ghulam Mohammad and Aankhon Mein Hai lyricist or song writer is Shakeel Badayuni. Aankhon Mein Hai music director is Ghulam Mohammad. Aankhon Mein Hai features Shammi Kapoor, Nutan. Aankhon Mein Hai director is and the producer is . The audio of Aankhon Mein Hai song was released on null by Ultra. Aankhon Mein Hai YouTube video song can be watched above.


Ae bulbul mein hain naghme tere
Gul mein teri boo hai
Hai
Har shai mein tera noor hai
Har cheez mein tu hai


Aankhon mein hai tu
Saanson mein hai tu
Aankhon mein hai tu
Saanson mein hai tu
Dil se tera jalwaa door nahin
Dil se tera jalwaa door nahin
Aankhon mein hai tu
Saanson mein hai tu
Dil se tera jalwaa door nahin
Aahe
Beparda main dekhoon husn tera
O beparda main dekhoon husn tera
Beparda main dekhoon husn tera
Ye baat mujhe manzoor nahin
Ye baat mujhe manzoor nahin
Haan beparda main dekhoon husn tera
Ye baat mujhe manzoor nahin


Aa aa
Har ek zarre pe likha hai
Teri ulfat ka afsaanaa
Wo dil bekaar hai
Yaa rab na ho jo tera deewaana
Aa aa aa
Qasam hai tujhko mere dil ki haalat poochh le mujhse
Karam se tere kuch mushqil nahin
Bigdi ka ban jaanaa
Aaaa
Yaa bigda banaa de kaam apna
Ya dil se mitaa de naam apna
Yaa bigda banaa de kaam apna
Ya dil se mitaa de naam apna
Ya dil se mitaa de naam apna
Sajde bhi karen
Shiqwe bhi karen
Sajde bhi karen
Shiqwe bhi karen
Bandon ka tere dastoor nahin
Bandon ka tere dastoor nahin
Haan sajde bhi karen
Shiqwe bhi karen
Bandon ka tere dastoor nahin
Aaa aaa aaa
Aankhon mein hai tu
Saanson mein hai tu
Dil se tera jalwaa door nahin


Aa aa aa aa aa
Tajalli hai teri
Ye chaand kyaa hai
Chaandni kyaa hai
Aa aa aa aa aa
Agar nazren salaamat hain to
Jalwon ki kami kyaa hai
Aa aa aa
Aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa
Labon par naam hai tera
Dilon mein yaad hai teri
Mohabbat ka fasaanaa hai
Hamaari zindagi kyaa hai
Aa aa aa aa aa aa
Ghut ghut ke sadaa ham marte hain
Ghut ghut ke sadaa ham marte hain
Aaa aaa aaa aaa aaa aaa
Ghut ghut ke sadaa ham marte hain
Kab tujhse shiqaayat karte hain
Ghut ghut ke sadaa ham marte hain
Kab tujhse shiqaayat karte hain
Kab tujhse shiqaayat karte hain
Marzi hai teri jo chaahe kare
Marzi hai teri jo chaahe kare
Mukhtaar hai tu mazboor nahin
Mukhtaar hai tu mazboor nahin
Aahe
Marzi hai teri jo chaahe kare
Mukhtaar hai tu mazboor nahin
Aankhon mein hai tu
Saanson mein hai tu
Dil se tera jalwaa door nahin
Aa aa aa aa aa
Aankhon mein hai tu
Saanson mein hai tu
Aaa aaa aaa aaa aaa aaa
Aankhon mein hai tu
Saanson mein hai tu
Dil se tera jalwaa door nahin
Dil se tera jalwaa door nahin
Dil se tera jalwaa door nahin
Aankhon mein hai tu.



Movie/album: Laila Majnu
Singers: Khan Mastana, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Ghulam Mohammad
Music Director: Ghulam Mohammad
Music Label: Ultra
Starring: Shammi Kapoor, Nutan
Release on: null
1. Who is the music director of the song Aankhon Mein Hai
Ans: Aankhon Mein Hai song music director is Ghulam Mohammad
2. Who is/are the singer/singers of the song Aankhon Mein Hai
Ans: Aankhon Mein Hai song singers are Khan Mastana, Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Aankhon Mein Hai
Ans: Aankhon Mein Hai song composer is Ghulam Mohammad
4. Who is the Lyricist of the song Aankhon Mein Hai
Ans: Aankhon Mein Hai song lyricist is Shakeel Badayuni
5. What is the movie of the song Aankhon Mein Hai
Ans: Aankhon Mein Hai song is from Laila Majnu
6. Who wrote the song Aankhon Mein Hai
Ans: Aankhon Mein Hai song is written by Shakeel Badayuni

Find other songs in - Laila Majnu

1
Jaa Raha Hai Kaarwaan

Khan Mastana, Zohrabai Ambalewali

3
Tumhari Jaane Tamanna

Zohrabai Ambalewali

5
Duniya Hai Ab

Naseem Akhtar, Zohrabai Ambalewali

6
Tera Jalwa Jisne Dekha

Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish

8
Ae Sanam Ye Zindagi Aayi

Shamshad Begum

9
Bhar De Jholi Allah Naam

Mohammed Rafi, Talat Mahmood

10
Ya Ilaahi Ho Mubaarak

Asha Bhosle

11
Yaad Teri Zindagi

Asha Bhosle

12
Dekh Lee Ae Ishq

Asha Bhosle, Talat Mahmood

13
Chal Diyaa Kaarwaan

Talat Mahmood

14
Bahaaron Ki Duniya

Asha Bhosle, Talat Mahmood

15
Aasmaan Waale Teri

Lata Mangeshkar, Talat Mahmood

16
Hoke Mayus Tere Dar Se

Ambar Kumar, Aziz Nazan, Mohammed Rafi, Shankar Shambhu

17
Ye Dawa Duniya Bar Se

Mohammed Rafi

18
Barbaad E Mohabbat Ki

Mohammed Rafi

19
Likh Kar Tera Naam Zameen Par

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

20
Tere Dar Pe Aaya Hoon

Mohammed Rafi

21
Ab Agar Ham Se

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

22
Reshami Pazeb

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

23
Koi Pathar Se Na Maare

Lata Mangeshkar