Tera jalwa jisne dekha
Tera jalwa jisne dekha
Ha tera jalwa jisne dekha
Wo deewana ho gaya
Deewana ho gaya
Wo begana ho gaya
Deewana ho gaya
Wo begana ho gaya
Tera jalwa jisne dekha
Tera jalwa jisne dekha
Ha tera jalwa jisne dekha
Wo deewana ho gaya
Chala hu aaj yeh saugat le
Unki mehfil mein
Jalan seene mein ask ankh mein
Khune aarzoo dil mein
Ha wo parde hi mein rehte
Aur mujhe didar ho jata
Agar hote meri aankhon ke parde
Unke mehfil mein
Yeh parda bhi uth jata
Aur koi dekh na pata
Ha yeh parda bhi uth jata
Aur koi dekh na pata
Kismat se nazar ne dekha
Kismat se nazar ne dekha
Ha kismat se nazar ne dekha
Main mastana ho gaya
Mastana ho gaya
Main begana ho gaya
Mastana ho gaya
Main begana ho gaya
Tera jalwa jisne dekha
Tera jalwa jisne dekha
Ha tera jalwa jisne dekha
Wo deewana ho gaya
Nazar aankhon ko ab
Uske siwa kuch bhi nahi aata
Mujhe kya ho gaya hai
Kash koi mujhko samjhata
Meri aankhon mein ab to
Ek hi tasveer firti hai
Meri aankhon mein ab to
Ek hi tasveer firti hai
Tasavur bas uski
Tasveer ko samne lata
Wo aise dil mein samaye
Meri sab duniya pe chhaye
Ha wo aise dil mein samaye
Meri sab duniya pe chhaye
Aabad meri nazro mein
Aabad meri nazro mein
Ha aabad meri nazro mein
Har virana ho gaya
Virana ho gaya
Main begana ho gaya
Virana ho gaya
Main begana ho gaya
Tera jalwa jisne dekha
Tera jalwa jisne dekha
Ha tera jalwa jisne dekha
Wo deewana ho gaya.
Khan Mastana, Zohrabai Ambalewali
Zohrabai Ambalewali
N/A
Naseem Akhtar, Zohrabai Ambalewali
Asha Bhosle
Shamshad Begum
Mohammed Rafi, Talat Mahmood
Khan Mastana, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Talat Mahmood
Talat Mahmood
Asha Bhosle, Talat Mahmood
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Ambar Kumar, Aziz Nazan, Mohammed Rafi, Shankar Shambhu
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar