Aankhon mein kajraa
Baalon mein gajraa
Maathe pe bindiya sajaaye
Jeewan ke do raahe pe dulhan
Puche kidhar ab jaaye
Mala maaka tiya ho
Mala maaka tiya ho
Mala maaka tiya ho
Ae mere bhagwan
Tu hi bata kya karun
Tu hi bata kya karun
Mala maaka tiya ho
Ae mere bhagwan
Tu hi bata kya karun
Tu hi bata kya karun
Apne dil mein rakhun
Kiski tasweer main
Aaj samjhun kise
Apni taqdeer main
Kisko pehnaaun phulon
Ki zanjeer main
Gair samjhun kise
Kisko apna kahun
Haay haay haay
Ae mere bhagwaan
Tu hi bata kya karun
Tu hi bata kya karun
Mala maaka tiya ho
Jhum uthhe hain
Patange sabhi bin piye
Har taraf jal rahe
Hain khushi ke diye
Roshni zindagi ke liye
Main bujhaaun kise
Kiski lau mein jalun
Haay haay haay
Ae mere bhagwan
Tu hi bata kya karun
Tu hi bata kya karun
Aya laka buma buma la bum
Imtihaan ho raha hai mere pyaar ka
Aasraa chaahta hun tere dwaar ka
Kaisa dastur hai dekh sansaar ka
Meri duniya lute aur main chup rahun
Ae mere bhagwaan
Tu hi bata kya karun
Tu hi bata kya karun
Mala maaka tiya ho
Mala maaka tiya ho
Mala maaka tiya ho
Ae mere bhagwaan
Mala maaka tiya ho
Tu hi bata kya karun
Mala maaka tiya ho kya karun.