Aao logo tumhe sunao
Apne ghar ki kahani
Nangi hokar nach rahi
Hai desh mein beimani
Kahi hai dhokha kahi
Daga hai or kahi manmani
Nangi hokar nach rahi
Hai desh mein beimani
Ek taraf seema par
Sankat ek taraf makkari
Ek taraf seema par
Sankat ek taraf makkari
Udhar sipahiu khun
Bahate idhar hai chor bazari
Isse badhkar ab kya
Hogi apen aptan ki nishani
Isse badhkar ab kya
Hogi apen aptan ki nishani
Nangi hokar nach rahi
Hai desh me beimani
Kisi tarah ban jaye
Lakhpati inke yahi mansube
Kisi tarah ban jaye
Lakhpati inke yahi mansube
Inko apna ghar bharna
Desh bhale hi dube
Inko apna ghar bharna
Desh bhale hi dube
Apne purkho ki izzat
Par pher diya hai pani
Apne purkho ki izzat
Par pher diya hai pani
Nangi hokar nach rahi
Hai desh me beimani
Kaha gaya wo samay ke
Jab the harischandar se dani
Kaha gaya wo samay ke
Jab the harischandar se dani
Kaha ram hai kaha bharat hai
Kaha hai sita rani
Kaha ram hai kaha bharat hai
Kaha hai sita rani
Wo bhi hindustani the
Or hum bhi hindustani
Wo bhi hindustani the
Or hum bhi hindustani
Nangi hokar nach rahi
Hai desh me beimani
Suno bhayio ek tadapte
Dil ne tumhe pukara
Suno bhayio ek tadapte
Dil ne tumhe pukara
Aaj lagado nagar nagar
Mein gaw gaw me nara
Aaj lagado nagar nagar
Mein gaw gaw me nara
Chahe apna bap ho
Chahe beta apna pyara
Chahe apna bap ho
Chahe beta apna pyara
Jo bhi yaha hai desh ka
Dusman hai wo hamara
Dusman hai wo hamara
Dusman hai wo hamara
Dusman hai wo hamara.
Krishna Kalle, Mahendra Kapoor
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mahendra Kapoor
Usha Mangeshkar
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor