Aankhon Mein Leke Pyaar - Pyaasa lyrics | Pyaasa - Aankhon Mein Leke Pyaar lyrics

Aankhon Mein Leke Pyaar is a hindi song from the 2002 movie Pyaasa. Aankhon Mein Leke Pyaar singers are Karsan Sagathia, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan. Aankhon Mein Leke Pyaar composer is Darshan Rathod, Sanjeev Rathod and Aankhon Mein Leke Pyaar lyricist or song writer is Faaiz Anwar. Aankhon Mein Leke Pyaar music director is Darshan Rathod, Sanjeev Rathod. Aankhon Mein Leke Pyaar features Yukta Mookhey, Aftab Shivdasani, Zulfi Syed, Govind Namdeo, Saadhika. Aankhon Mein Leke Pyaar director is and the producer is . The audio of Aankhon Mein Leke Pyaar song was released on 11th October, 2002 by T-Series. Aankhon Mein Leke Pyaar YouTube video song can be watched above.


Hey jaagi hai umang dil mein
Bujhegi mann ki pyaas
Pyaar ke rang mein
Hum sab milkar
Hey khelenge daandiya
Raas hey halle halle


Aankhon mein leke
Pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar kya hoga
Yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga


Ae aankhon mein leke
Pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar kya hoga
Yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga


Wo bhi hai beqaraar
Main bhi hoon beqaraar
Ab kaun jaane yaar kya hoga
Wo bhi hai beqaraar
Main bhi hoon beqaraar
Ab kaun jaane yaar kya hoga


Aankhon mein leke pyaar
Aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar kya hoga
Yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga


Chanda ki chaandni hai
Mausam ki raagini hai
Maheki bahaar hai wo
Oh ho oh ho oh ho oh ho ho
Chanda ki chaandni hai
Mausam ki raagini hai
Maheki bahaar hai wo
Mujhse anjaan bhi hai
Wo meri jaan bhi hai
Mera hi pyaar hai wo
Dekho taaron waali hai
Raat chumenge unka haath
Badh jaaye gar jo baat kya hoga
Yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga
Aankhon mein leke
Pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar kya hoga
Yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga


Sapnon ki raat aayi
Khushiyon ko saath laayi
Dil mera aaj dole
Oh ho mm hm mm hm la la la
Sapnon ki raat aayi
Khushiyon ko saath laayi
Dil mera aaj dole
Dil mein armaan jaage
Soye toofaan jaage
Dhadkan mein pyaar haule


Peeke unki nazar ka jaam
Leta hoon dil ko thaam
Le loon jo unka naam kya hoga
Yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga


Ae aankhon mein leke
Pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar kya hoga
Yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga
Wo bhi hai beqaraar
Main bhi hoon beqaraar
Ab kaun jaane yaar kya hoga
Wo bhi hai beqaraar
Main bhi hoon beqaraar
Ab kaun jaane yaar kya hoga


Aankhon mein leke
Pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar kya
Hoga yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga.



Movie/album: Pyaasa
Singers: Karsan Sagathia, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Song Lyricists: Faaiz Anwar
Music Composer: Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
Music Director: Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
Music Label: T-Series
Starring: Yukta Mookhey, Aftab Shivdasani, Zulfi Syed, Govind Namdeo, Saadhika
Release on: 11th October, 2002
1. Who is the music director of the song Aankhon Mein Leke Pyaar
Ans: Aankhon Mein Leke Pyaar song music director is Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
2. Who is/are the singer/singers of the song Aankhon Mein Leke Pyaar
Ans: Aankhon Mein Leke Pyaar song singers are Karsan Sagathia, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
3. Who is the Composer of the song Aankhon Mein Leke Pyaar
Ans: Aankhon Mein Leke Pyaar song composer is Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
4. Who is the Lyricist of the song Aankhon Mein Leke Pyaar
Ans: Aankhon Mein Leke Pyaar song lyricist is Faaiz Anwar
5. What is the movie of the song Aankhon Mein Leke Pyaar
Ans: Aankhon Mein Leke Pyaar song is from Pyaasa
6. Who wrote the song Aankhon Mein Leke Pyaar
Ans: Aankhon Mein Leke Pyaar song is written by Faaiz Anwar

Find other songs in - Pyaasa

1
Jinhe Naaz Hai Hind Par

Mohammed Rafi

2
Ham Aapaki Aankhon Me

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi

3
Sar Jo Tera Chakraye

Mohammed Rafi

4
Jaane Kyaa Tune Kahi

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

6
Tang Aa Chuke Hain

Mohammed Rafi

7
Jaane Wo Kaise Log The

Hemanta Kumar Mukhopadhyay

8
Ye Kuche Ye Nilaam Ghar

Mohammed Rafi

9
Aaj Sajan Mohe Ang Lagaalo

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

10
Is Mohabbat Ke Siva

Alka Yagnik, Sonu Nigam

11
Milte Milte Sanam

Udit Narayan

12
Usko Pata Hai

Narendra Bedi, Sudesh Bhonsle

13
Tere Pyaar Kaa Chhaaya Nasha

Abhijeet Bhattacharya, Adnan Sami, Sunidhi Chauhan

14
Sone Rup Di Jhalak Vikhaa Ke

Sardool Sikander

15
Milati Hai Jhukati Hai

Alka Yagnik, Udit Narayan

16