Jinhe Naaz Hai Hind Par - Pyaasa lyrics | Pyaasa - Jinhe Naaz Hai Hind Par lyrics

Jinhe Naaz Hai Hind Par is a hindi song from the 1957 movie Pyaasa. Jinhe Naaz Hai Hind Par singer is Mohammed Rafi. Jinhe Naaz Hai Hind Par composer is Sachin Dev Burman and Jinhe Naaz Hai Hind Par lyricist or song writer is Sahir Ludhianvi. Jinhe Naaz Hai Hind Par music director is Sachin Dev Burman. Jinhe Naaz Hai Hind Par features Guru Dutt, Mala Sinha, Waheeda Rehman, Johnny Walker, Rehman. Jinhe Naaz Hai Hind Par director is and the producer is . The audio of Jinhe Naaz Hai Hind Par song was released on 19th February, 1957 by Saregama. Jinhe Naaz Hai Hind Par YouTube video song can be watched above.


Ye kooche ye nilaam
Ghar dilkashi ke
Ye kooche ye nilaam
Ghar dilkashi ke
Ye lutate huye
Caaravan zindagi ke
Kahaan hain kahan hain
Muhafiz khudi ke
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain


Ye purpech galiyaan
Ye badnaam bazaar
Ye gumnaam raahi
Ye sikkon ki jhankaar
Ye ismat ke saude
Ye saanson ke taqraar
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain


Ye sadiyon se bekhauf
Sehmi si galiyaan
Ye masli huyi adhkhili
Zard kaliyaan
Ye bikti huyi khokhli
Rangraliyaan
Jinhen naaz hai hind
Par wo kahaan hain
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain


Wo ujle darichon mein
Paayal ki chhan chhan
Thaki haari saanson
Pe table ki dhandhan
Wo ujle darichon mein
Paayal ki chhan chhan
Thaki haari saanson
Pe table ki dhandhan
Ye berooh kamron me
Khaansi ki thanthan
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain


Ye phoolon ke gajre
Ye pikon ke chhinte
Ye bebaak nazren
Ye gustaakh fiqre
Ye dhalke badan aur
Ye bimar chehre
Jinhen naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain


Yahaan pir bhi aa chuke
Hain jawaan bhi
Tanomand bete bhi ha ha
Abbaa miyaan bhi
Ye biwi bhi hai
Ye biwi bhi hai aur
Behan bhi hai maan bhi
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hain
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain


Madad chaahti hai
Ye hawwa ki beti
Yashoda ki hamjins
Radha ki beti
Madad chaahti hai
Ye hawwa ki beti
Yashoda ki hamjins
Radha ki beti
Payambar ki ummat
Jule khan ki beti
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hain
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain


Zara mulk ke
Rahbaron ko bulaao
Ye kooche ye galiyaan
Ye manzhar dikhaao
Jinhe naaz hai hind
Par unko laao
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain.



Movie/album: Pyaasa
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Sachin Dev Burman
Music Director: Sachin Dev Burman
Music Label: Saregama
Starring: Guru Dutt, Mala Sinha, Waheeda Rehman, Johnny Walker, Rehman
Release on: 19th February, 1957
1. Who is the music director of the song Jinhe Naaz Hai Hind Par
Ans: Jinhe Naaz Hai Hind Par song music director is Sachin Dev Burman
2. Who is/are the singer/singers of the song Jinhe Naaz Hai Hind Par
Ans: Jinhe Naaz Hai Hind Par song singer is Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Jinhe Naaz Hai Hind Par
Ans: Jinhe Naaz Hai Hind Par song composer is Sachin Dev Burman
4. Who is the Lyricist of the song Jinhe Naaz Hai Hind Par
Ans: Jinhe Naaz Hai Hind Par song lyricist is Sahir Ludhianvi
5. What is the movie of the song Jinhe Naaz Hai Hind Par
Ans: Jinhe Naaz Hai Hind Par song is from Pyaasa
6. Who wrote the song Jinhe Naaz Hai Hind Par
Ans: Jinhe Naaz Hai Hind Par song is written by Sahir Ludhianvi

Find other songs in - Pyaasa

1
Ham Aapaki Aankhon Me

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi

2
Sar Jo Tera Chakraye

Mohammed Rafi

3
Jaane Kyaa Tune Kahi

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

5
Tang Aa Chuke Hain

Mohammed Rafi

6
Jaane Wo Kaise Log The

Hemanta Kumar Mukhopadhyay

7
Ye Kuche Ye Nilaam Ghar

Mohammed Rafi

8
Aaj Sajan Mohe Ang Lagaalo

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

9
Is Mohabbat Ke Siva

Alka Yagnik, Sonu Nigam

10
Milte Milte Sanam

Udit Narayan

11
Usko Pata Hai

Narendra Bedi, Sudesh Bhonsle

12
Tere Pyaar Kaa Chhaaya Nasha

Abhijeet Bhattacharya, Adnan Sami, Sunidhi Chauhan

13
Sone Rup Di Jhalak Vikhaa Ke

Sardool Sikander

14
Milati Hai Jhukati Hai

Alka Yagnik, Udit Narayan

15
16
Aankhon Mein Leke Pyaar

Karsan Sagathia, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan