Aankhon Mein Neende - Sanam lyrics | Sanam - Aankhon Mein Neende lyrics

Aankhon Mein Neende is a hindi song from the 1997 movie Sanam. Aankhon Mein Neende singers are Alka Yagnik, Kumar Sanu. Aankhon Mein Neende composer is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav and Aankhon Mein Neende lyricist or song writer is Sameer. Aankhon Mein Neende music director is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. Aankhon Mein Neende features Sanjay Dutt, Manisha Koirala, Vivek Mushran, Shakti Kapoor, Gulshan Grover. Aankhon Mein Neende director is and the producer is . The audio of Aankhon Mein Neende song was released on 19th April, 1997 by Tips Music. Aankhon Mein Neende YouTube video song can be watched above.


Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Kabhi bekhudi to kabhi intezaar
Kabhi bekhudi to kabhi intezaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar


Dard uthe pyaas jage, yaad sataaye
Koi sadaa shaam-o-saher paas bulaaye
Dard uthe pyaas jage yaad sataaye
Koi sadaa shaam-o-saher paas bulaaye
Raat dhale dhoop khile aaye saveraa
Chaahaton ke aashiyaan mein dil ka baseraa
Beqaraari hai jaane kyon sanam
Aankh hai khuli neend mein hain hum
Har ghadi hai dil pe kaisa yeh khumaar


Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar


Main to tujhe ek bhi palbhool na paaoon
Jaan-e-wafa paas tere daud ke aaoon
Main to tujhe ek bhi pal bhool na paaoon
Jaan-e-wafa paas tere daud ke aaoon
Tu jo kahe rasmein sabhi tod doon sanam
Tere liye dono jahaan chhod doon sanam
Raat na kate na kate yeh din
Kaise kategi umr tere bin
Pyar zindagi mein hota hai ek baar


Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Kabhi bekhudi to kabhi intezaar
Kabhi bekhudi to kabhi intezaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar.



Movie/album: Sanam
Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label: Tips Music
Starring: Sanjay Dutt, Manisha Koirala, Vivek Mushran, Shakti Kapoor, Gulshan Grover
Release on: 19th April, 1997
1. Who is the music director of the song Aankhon Mein Neende
Ans: Aankhon Mein Neende song music director is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
2. Who is/are the singer/singers of the song Aankhon Mein Neende
Ans: Aankhon Mein Neende song singers are Alka Yagnik, Kumar Sanu
3. Who is the Composer of the song Aankhon Mein Neende
Ans: Aankhon Mein Neende song composer is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
4. Who is the Lyricist of the song Aankhon Mein Neende
Ans: Aankhon Mein Neende song lyricist is Sameer
5. What is the movie of the song Aankhon Mein Neende
Ans: Aankhon Mein Neende song is from Sanam
6. Who wrote the song Aankhon Mein Neende
Ans: Aankhon Mein Neende song is written by Sameer

Find other songs in - Sanam

1
Mera Dil Todkar Jaane Waale

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

2
Is Ka Matlab Kya Hai

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

3
Dil Le Gaya Ji Koi

Shamshad Begum, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

4
Duniya Wale

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

5
Main Kah Du Tumko

Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

6
Mere Chahne Wale Hazar

Shiv Dayal Batish, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

7
Bolo Re Bhagwan Bolo

Amirbai Karnataki, Shamshad Begum, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

8
Chalo Honululu

Shamshad Begum

9
O Sanam

Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

10
Hoton Pe Kisi Ka Naam

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

11
Naya Hai Pyar

Shamshad Begum, Shiv Dayal Batish, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

12
Bedard Shikari

Lata Mangeshkar, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

13
Kasam Se Kasam Se

Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy

14
15
Tere Bin Nahi Jeena

Kavita Krishnamurthy

16
Kal Tak Jo Main Ne Na Kaha

Kumar Sanu, Sadhana Sargam

17
Ishq Mein Mere Rabba

Alka Yagnik, Kumar Sanu

18