Suna hai phool kaliyo se
Tumhe rab ne banaya hai
Suna hai phool kaliyo se
Tumhe rab ne banaya hai
Hume bhi thodi si oo ho
Hume bhi thodi si khusaboo
Churane ki izajat ho
Suna hai teri aankho mein
Sitaro ka basera hai
Suna hai teri aankho mein
Sitaro ka basera hai
Hume is roshani se oo ho
Hume is roshani se
Ghar sajane ki ijajat hai
Suna hai phul kaliyo se
Tumhe rab ne banaya hai
Tumhe rab ne banaya hai
Sharart se bhare ye
Din badi madhosh hai rate
Sharart se bhare ye
Din badi madhosh hai rate
Hawaye aake sunti hai
Hamare pyar ki bate
Suna hai pyar mein
Dilbar koi kabu nahi hota
Suna hai pyar mein
Dilbar koi kabu nahi hota
Ye sari chahate tum
Par lutane ki ijajat hai
Suna hai phool kaliyo se
Tumhe rab ne banaya hai
Tumhe rab ne banaya hai
Tamana hai tumhare
Pyar mein mahsur ho jaye
Tamana hai tumhare
Pyar mein mahsur ho jaye
Hume tum is kadar chaho,
Hume tum is kadar chaho,
Ki hum magrur ho jaye
Suna hai pyar mein
Ye duriya achhi nahi hoti
Suna hai pyar mein
Ye duriya achhi nahi hoti
Karib aakar umido ko
Jagane ki izajat ho
Suna hai phool kaliyo se
Tumhe rab ne banaya hai
Hume bhi thodi si khusaboo
Churane ki ijajat ho
Suna hai teri aankho mein
Sitaro ka basera hai
Hume is roshani se
Ghar sajane ki ijajat hai
Suna hai phool kaliyo se
Tumhe rab ne banaya hai
Tumhe rab ne banaya hai.
Shankar Mahadevan
Abhijeet Bhattacharya, Sadhana Sargam
Babul Supriyo, Hema Sardesai, Jolly Mukherjee, Nayan Rathod
Asha Bhosle, Sudesh Bhonsle
Jolly Mukherjee