Aap aaye to khayaala ye
Dila ye nashad aaya
Aap aaye to khayaala ye
Dila ye nashad aaya
Kitane bhule huye zakhmo
Kaa pata yaad aaya
Aap aaye to khayaala ye
Dila ye nashad aaya
Aap aaye
Aap ke lab pen kabhi
Apna bhi naam aaya thaa
Shokh najaronse mohabbat
Kaa salaam aaya thaa
Umarbhar saath nibhaane
Kaa payaam aaya thaa
Umarbhar saath nibhaane
Kaa payaam aaya thaa
Aap ko dekh ke wo ye
Had-ye-wafaa yaad aaya
Kitane bhule huye
Zakhmo kaa pata yaad aaya
Aap aaye to khayaala ye
Dila ye nashad aaya
Aap aaye
Ruh mein jal uthhe buzati
Huyi yaadon ke diye
Kaise diwaane the
Aap ko paane ke liye
Yu to kuchh kam nahin
Jo aap ne yehasaan kiye
Yu to kuchh kam nahin
Jo aap ne yehasaan kiye
Par jo maange se naa
Paaya wo silaa yaad aaya
Kitane bhule huye zakhmo
Kaa pata yaad aaya
Aap aaye to khayaala ye
Dila ye nashad aaya
Aap aaye
Aaj vuo baat nahi phir
Bhi koi baat to hai
Mere hisse me ye
Halki si mulakaat to hai
Gair ka hoke bhi ye
Husn mere saath to hai
Gair ka hoke bhi ye
Husn mere saath to hai
Haay kis waqt muje
Gam ka gila yaad aaya
Kitane bhule huye zakhmo
Kaa pata yaad aaya
Aap aaye to khayaala ye
Dila ye nashad aaya
Aap aaye.
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Danny Denzongpa, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Alka Yagnik
Asha Bhosle
Vinod Rathod
Roop Kumar Rathod
Roop Kumar Rathod