Zamana jiski talash mein hai
Wo dilruba mere samne hai
Tere chehre se chilman hata dungi main
To log bhi pahchan jayenge
Teri tasvir sabko dikha du jo main
To log bhi pahchan jayenge
Pahchan jayenge pahchan jayenge
Teri aankho mein bewafai hai
Chehra masum hai duhai hai
Teri aankho mein bewafai hai
Chehra masum hai duhai hai
Dil se khele jan bhi lele
Dil se khele jan bhi lele
Kisi bahane se
Dushmano ko bhi ram bachaye
Aise deewane seaur
Do char baate suna du jo main
To log bhi pahchan jayenge
Aaha tere chehre se
Chilman hata dungi main
To log bhi pahchan jayenge
Pahchan jayenge pahchan jayenge
Aur chhalkega abhi paimana
Aur bahkega dile diwana
Aur chhalkega abhi paimana
Aur bahkega dile diwana
Bol bata du raz hai kitne
Bol bata du raz hai kitne
Tere fasane mein
Aaj nahi to kal phailegi
Bat zamane mein
Kaun kahta hai itna bata dungi mai
To log bhi pahchan jayenge
Aaha tere chehre se
Chilman hata dungi main
To log bhi pahchan jayenge
Pahchan jayenge pahchan jayenge
Mod de khel tu andhere ka
Mushkil hai rokna sawere ka
Mod de khel tu andhere ka
Mushkil hai rokna sawere ka
Samjh gayi mai badla hua tu
Samjh gayi mai badla hua
Kuch tera irada hai
Yaad nahi kya tera mera aaj ka wada hai
Aaj ka wada tujhse nibha du to main
To log bhi pahchan jayenge
Aaha tere chehre se
Chilman hata dungi main
To log bhi pahchan jayenge
Pahchan jayenge pahchan jayenge.
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Danny Denzongpa, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Alka Yagnik
Asha Bhosle
Vinod Rathod
Roop Kumar Rathod
Roop Kumar Rathod