Aap apne nashe mein jeete hain
Aap apne nashe mein
Jeete hain jeete hain
Ham zara si sharaab peete hain
Aap apne nashe mein
Jeete hain jeete hain
Ham zara si sharaab peete hain
Paanv behak ke sambhal jaate hain
Sar behak jaaye to sambhalta nahi
Paanv behak ke sambhal jaate hain
Sar behak jaaye to sambhalta nahi
Daaru chadh ke utar jaati hain
Paisa chadh jaaye to utarta nahi
Aap apne nashe mein
Jeete hain jeete hain
Ham zara si sharaab peete hain
Meri aankhon mein
Rehti hain masti
Aapke sar surur rehta hain
Meri aankhon mein
Rehti hain masti
Aapke sar surur rehta hain
Chahe kitana bhi kam karo gusaa
Thoda sa to surur rehta hain
Aap apne nashe mein
Jeete hain jeete hain
Ham zara si sharaab peete hain
Peete ham hain magar ye
Dekha hain kya dekha hain
Aapki aankh laal hoti hain
Peete ham hain magar ye
Dekha hain kya dekha hain
Aapki aankh laal hoti hain
Ham to chalte hain
Ladkhada ke magar
Aapki chaal mein
Chaal hoti hain
Aap apne nashe mein
Jeete hain jeete hain
Ham zara si sharaab peete hain
Aap apne nashe mein
Jeete hain jeete hain
Ham zara si sharaab peete hain.
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Mohammed Rafi