Yeh khwaab sa dekha tha
Bas jane wafaa tum ho
Yeh khwaab sa dekha tha
Bas jane wafaa tum ho
Hum jage toh yeh jana
Jine ki saja tum ho
Jine ki saja tum ho
Araman bhare dil ko
Araman bhare dil ko
Ek zeher pilaya hai
Ek zeher pilaya hai
Woh saj ho tum jisne
Nagmo ko rulaya hai
Nagmo ko rulaya hai
Abb tum hi jara socho
Kya isake siwa tum ho
Abb tum hi jara socho
Kya isake siwa tum ho
Hum jage toh yeh jana
Jine ki saja tum ho
Jine ki saja tum ho
Tum pyaasi nigaho ki
Kya pyaas bujhayogi
Tum pyaasi nigaho ki
Kya pyaas bujhayogi
Kuchh dard siwa hoga
Jab samne aayogi
Bejan baharo ki
Berang fiza tum ho
Bejan baharo ki
Berang fiza tum ho
Hum jage toh yeh jana
Jine ki saja tum ho
Jine ki saja tum ho
Jis hal mein hain hamko
Uss hal mein rehne do
Jis hal mein hain hamko
Uss hal mein rehne do
Ashko ki juban se tum
Itana hame kehne do
Jo ruh ko jhulasa de
Woh garm hawa tum ho
Jo ruh ko jhulasa de
Woh garm hawa tum ho
Yeh khwaab sa dekha tha
Bas jane wafaa tum ho
Hum jage toh yeh jana
Jine ki saja tum ho.
Penaz Masani
Penaz Masani
Bhupinder Singh