Aap dil ki anjuman mein
Husn bankar aa gaye
Aap dil ki anjuman mein
Ek nasha saa chha gaya hum
Bin peeye lehra gaye
Aap dil ki anjuman mein
Husn bankar aa gaye
Ho ho aap dil ki anjuman mein
Dekhiye toh kar rahe hai
Har nazar khud par kala
Sochiye toh ye dilo ke
Dhadkano ka hai payaam
Humne dil ko kar diya hai
Un haseen aankhon ke naam
Jin haseen aankhon se hum
Kaide mohabbat paa gaye
Aap dil ki anjuman mein
Husn bankar aa gaye
Ho ho aap dil ki anjuman mein
Phool ban kar khil uthe hai
Aapke aane se hum
Dil ki soorat ho gaye hai
Aaj bejaane se hum
Shamma banke door rehte
Jalte parwaane se hum
Dhadkano se geet ubhare
Aur labo pe chha gaye
Aap dil ki anjuman mein
Husn bankar aa gaye
Ho ho aap dil ki anjuman mein.
Jagjeet Kaur
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shamshad Begum
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Ahmad Rushdi
Ahmad Rushdi
Runa Laila
Ahmad Rushdi
Runa Laila
Shabana Azmi
Shabana Azmi
Jagjeet Kaur, Mohammed Zahur Khayyam
Bhupinder Singh, Shabana Azmi
Shabana Azmi