Aisa nahin
Aisa nahin ke isko nahin
Jante ho tum
Aisa nahin ke isko nahin
Jante ho tum
Ankho mein meri khwab ki
Ankho mein meri khwab ki
Surat base ho tum
Aisa nahin ke isko nahin
Jante ho tum
Doori ki koi had koi
Manzil nahin hain kya
Doori ki koi had koi
Manzil nahin hain kya
Kaise kahu ke yaad bahut
Aa rahe ho tum
Ankho mein meri khwab ki
Surat base ho tum
Aisa nahin ke isko nahin
Jante ho tum
Rahta hain kis khyal se
Rahta hain kis khyal se
Sarsar dil mera
Rahta hain kis khyal se
Sarsar dil mera
Mai hu tumhare waste
Mere liye ho tum
Ankho mein meri khwab ki
Surat base ho tum
Aisa nahin ke isko nahin
Jante ho tum
Lambi si aah raat
Gujarti hain is tarah
Lambi si aah raat
Gujarti hain is tarah
Main jagti yaha hoon
Vaha jagte ho tum
Aankho mein mere khwab ki
Surat base ho tum
Aisa nahin ke isko nahin
Jante ho tum
Duniya ko zindagi ko
Duniya ko zindagi ko
Naye rang de sake
Duniya ko zindagi ko
Naye rang de sake
Do mera sath mujhko
Agar chahte ho tum
Do mera sath mujhko
Agar chahte ho tum
Aisa nahin ke isko nahin
Jante ho tum
Do mera sath mujhko
Agar chahte ho tum.
Jagjeet Kaur
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shamshad Begum
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Ahmad Rushdi
Ahmad Rushdi
Runa Laila
Ahmad Rushdi
Runa Laila
Runa Laila
Shabana Azmi
Jagjeet Kaur, Mohammed Zahur Khayyam
Bhupinder Singh, Shabana Azmi
Shabana Azmi