Aashiq Mera Naam Hain - Heer Ranjha lyrics | Heer Ranjha - Aashiq Mera Naam Hain lyrics

Aashiq Mera Naam Hain is a hindi song from the 1992 movie Heer Ranjha. Aashiq Mera Naam Hain singers are Mohammed Aziz, Sukhwinder Singh. Aashiq Mera Naam Hain composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Aashiq Mera Naam Hain lyricist or song writer is Anand Bakshi. Aashiq Mera Naam Hain music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Aashiq Mera Naam Hain features Anil Kapoor, Sridevi, Shammi Kapoor. Aashiq Mera Naam Hain director is and the producer is . The audio of Aashiq Mera Naam Hain song was released on 5th August, 1992 by Tips Music. Aashiq Mera Naam Hain YouTube video song can be watched above.


Gali mein chhuti
Yaar ki jogi le gaye jog
Jaan gayi phir bhi na
Gaya yeh ishqe da rog
Na jane kis miti se
Bane hai aashiq log
Darte nahin khuda se
Bhi ye pagal insan
Aashiq mera naam hain
Tera ishq mera iman
Aashiq mera naam hain
Tera ishq mera iman


Arey log mohabat
Mein dil dete hain
Main dunga jaan
Aashiq mera naam hai
Tera ishq mera iman
Aashiq mera naam hai
Tera ishq mera iman


Sari duniya chhodke
Oo sari duniya,
Sari duniya chhodke
Pakda hai tera hath
Chahe nikle zanaza
Chahe nikle barat
Jeena tere sath haye
Marna tere sath


Pyar hain shabnam ka katra
Har katre mein tufan
Aashiq mera naam hain
Tera ishq mera iman
Aashiq mera naam hain
Tera ishq mera iman
Arey log mohabat
Mein dil dete hai
Mai dunga jaan
Aashiq mera naam hai
Tera ishq mera iman
Aashiq mera naam hai
Tera ishq mera iman


Ho oo is gav ki
Ek gali mein rahti hai ji heer
Hir ke darvaje pe likhi hain
Ranjhe ki takdir
Mai hu kadi husn ka
Ishq meri zanzir
Ruh meri ghayal huyi
Dil hain lahuluhan


Aashiq mera naam hain
Tera ishq mera iman
Aashiq mera naam hain
Tera ishq mera iman
Log mohabat mein dil dete hain,
Main dunga jaan
Aashiq mera naam hain
Tera ishq mera iman
Aashiq mera naam hain
Tera ishq mera iman


Pyar mein main kar jaunga
Mushkil se mushkil kam
Pyar mein main kar jaunga
Mushkil se mushkil kam
Heer bina main jiunga to
Ho jaunga badnaam
Suli pe chad jaunga main
Lekar heer ka naam
Duniya lekar
Dekh le mera imtihan


Aashiq mera naam hain
Tera ishq mera iman
Aashiq mera naam hain
Tera ishq mera iman
Log mohabat mein dil
Dete hai, main dunga jaan
Aashiq mera naam hain
Tera ishq mera iman
Aashiq mera naam hain
Tera ishq mera iman.



Movie/album: Heer Ranjha
Singers: Mohammed Aziz, Sukhwinder Singh
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Tips Music
Starring: Anil Kapoor, Sridevi, Shammi Kapoor
Release on: 5th August, 1992
1. Who is the music director of the song Aashiq Mera Naam Hain
Ans: Aashiq Mera Naam Hain song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Aashiq Mera Naam Hain
Ans: Aashiq Mera Naam Hain song singers are Mohammed Aziz, Sukhwinder Singh
3. Who is the Composer of the song Aashiq Mera Naam Hain
Ans: Aashiq Mera Naam Hain song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Aashiq Mera Naam Hain
Ans: Aashiq Mera Naam Hain song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Aashiq Mera Naam Hain
Ans: Aashiq Mera Naam Hain song is from Heer Ranjha
6. Who wrote the song Aashiq Mera Naam Hain
Ans: Aashiq Mera Naam Hain song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Heer Ranjha

1
Ud Pud Jaaniya

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

2
Kaise Katu Ye Kaali Raate

Lata Mangeshkar

3
Kahe Ko Byahi Bides

Lata Mangeshkar

4
Dil Yun Yun Karta Hai

Aziz Hindi, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

5
Kafas Ki Qaid Mein

G. M. Durrani, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

6
Ranjha Ranjha

Kavita Krishnamurthy

7
Rab Ne Banaya Tujhe

Anwar Rafi, Lata Mangeshkar