Ek kinare yeh duniya
Ek kinare ranjha
Bich mein sat samdaro se bhi
Gehara aag ka dariya
Is dariya mein maine dil
Ki kasti aaj duboyi
Ranjha ranjha karte
Karte heer deewani hoyi
Oo ranjha ranjha karte
Karte heer deewani hoyi
Aaj se mujhko ranjha kahna
Heer na kahna koi
Ranjha ranjha karte
Karte heer deewani hoyi
Oo ranjha ranjha karte
Karte heer deewani hoyi
Rab jane kab diye jale
Rab jane kab diye bhuje
Rab jane kab diye jale
Rab jane kab diye bhuje
Tir ke jaisi lagte hai
Pyar mein ab din rat mujhe
Mujhko koi khabar nahin
Mai kab jagi kab soyi
Ranjha ranjha karte
Karte heer deewani hoyi
Oo ranjha ranjha karte
Karte heer deewani hoyi
Ungali sabhi jala li hain
Mundari kabhi gvali hain
Rab jane shudbudh apni
Maine kaha rakh dali hain
Ungali sabhi jala li hain
Mundari kabhi gvali hain
Rab jane shudbudh apni
Maine kaha rakh dali hai
Yaad mein thodi sajan ki par
Rahti hoon khoyi khoyi
Ranjha ranjha karte
Karte heer deewani hoyi
Oo ranjha ranjha karte
Karte heer deewani hoyi
Ranjhana, ranjhana
Mahiyad yun aisa lagta hain
Is pyar ki aankh micholi mein
Jakar mere babul ne
Bitha diya doli mein
Baith ke is doli mein main
Mat puchho kitna royi
Ranjha ranjha karte
Karte heer deewani hoyi
Oo ranjha ranjha karte
Karte heer deewani hoyi
Aaj se mujhko ranjha kahna
Heer na kahna koi
Ranjha ranjha karte
Karte heer deewani hoyi.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Aziz Hindi, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
G. M. Durrani, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Mohammed Aziz, Sukhwinder Singh
Anwar Rafi, Lata Mangeshkar