Aate jaate jo milta
Hai tumsa lagta hai
Aate jaate jo milta
Hai tumsa lagta hai
Hum to paagal ho
Jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein
Tere intezaar mein
O tere pyaar mein
Tere intezaar mein
Tumse milke maine jaana
Ye pyaar bhi ajeeb cheez hai
Insaan khud ko bhool
Jaata hai aisa kyon hota hai
Ho deewanepan ki ye inteha hai
Chehron mein kya hai chehra tera
Tere siva hum soche bhi kise
Yaadon ke har pal pehra tera
Yaadein basi hai jaano sanam
Kehna hamara maano sanam
Humse poochho tanha
Rehna kaisa lagta hai
Hum to paagal ho
Jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein
Tere intezaar mein
O tere pyaar mein
Tere intezaar mein
Hey relax
Tumhein dekhta hun to lagta hai
Koi aisa bhi mere paas mein ho
Arre jisko meri
Tanhaai ka ehsaas to hai
Ye aashiqui bhi aisa nasha hai
Jab ye lage to chhoot nahin
Nadaan dilon ka hai aisa naata
Tode sabhi to toot nahin
Jisne kaha ye sach hi kaha
Bhoole kabhi na pehli dafa
Tumse milna baatein
Karna achchha lagta hai
Hum to paagal ho
Jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein
Tere intezaar mein
O tere pyaar mein
Tere intezaar mein
Kya sochne lagi
Soch rahi hun
Tum kya soch rahe ho
Main hahah
Ho jee chaahta hai
Zulfon ke neeche yun hi
Hamesha soye rahein
Bas tumko dekhein
Bas tumko chaahein
Khwaabon mein
Yun hi khoye rahein
Tumse mili hai
Jabse nazar
Humko nahin hai
Kuchh bhi khabar
Ab to humko afsaana
Bhi sachcha lagta hai
Hum to paagal ho
Jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein
Tere intezaar mein
O tere pyaar mein
Tere intezaar mein
Aate jaate jo milta
Hai tumsa lagta hai
Aate jaate jo milta
Hai tumsa lagta hai
Hum to paagal ho
Jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein
Tere intezaar mein
O tere pyaar mein
Tere intezaar mein.
Krishnakumar Kunnath (K.K)
Anu Malik
Alka Yagnik
Alka Yagnik, Udit Narayan
Prashant, Preeti & Pinky
Alka Yagnik, Udit Narayan
Sonu Nigam