Hey aati rahengi bahare
Jati rahengi bahare
Dil ki najar se duniya ko dekho
Duniya sada hi hasin hai
Ho aati rahengi bahare
Jati rahengi bahare
Dil ki najar se duniya ko dekho
Duniya sada hi hasin hai ho ho
Ho aati rahengi bahare
Jati rahengi bahare
Dil ki najar se duniya ko dekho
Duniya sada hi hasin hai ho ho
Aati rahengi bahare
Jati rahengi bahare
Maine toh bas yahi
Mangi hain duwaye
Phulo ki tarah ham
Sada muskuraye
Maine toh bas yahi
Mangi hain duwaye
Phulo ki tarah ham
Sada muskuraye
Gate rahe ham khushiyo ke git
Yu hi jaye bit jindagi ho ho
Aati rahengi bahare ho
Jati rahengi bahare
Dil ki najar se duniya ko dekho
Duniya sada hi hasin hai ho ho
Aati rahengi bahare hey
Jati rahengi bahare
Tumse hain jab
Jivan me sahare
Jahan jaye najare
Wahi hain najare
Tumse hain jab
Jivan me sahare
Jahan jaye najare
Wahi hain najare
Leke aayegi har nayi bahar
Rang bhara pyar
Aur khushi ho ho
Aati rahengi bahare hey
Jati rahengi bahare
Ha dil ki najar se
Duniya ko dekho
Duniya sada hi hasin hai ho ho
Aati rahengi bahare
Jati rahengi bahare
Hey ham jo mile hain
Toh dil ko yakin hai
Dharati pe swarg jo
Hai toh yahi hai
Ham jo mile hain
Toh dil ko yakin hai
Dharati pe swarg jo
Hai toh yahi hai
Bhule se bhi gum aaye naa
Waha pyar hai jaha bandagi ho ho
Aati rahengi bahare
Jati rahengi bahare
Dil ki najar se duniya ko dekho
Duniya sada hi hasin hai ho ho
Aati rahengi bahare
Jati rahengi bahare
La la la la la la la la la.
Anand Kumar C, Asha Bhosle
Rahul Dev Burman
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar