Ale ui ui
Aaya hoon main tujhko le jaunga
Apne sath tera hath tham ke
Aaya hoon main tujhko le jaunga
Apne sath tera hath tham ke
Nahi re nahi main nahi jaungi
Tere sath tera hath tham ke
Nahi re nahi main nahi jaungi
Tere sath tera hath tham ke
Tham ke
La la la
La la la
Aise na ruth baato baato me
Wade na tod aisi rato me
Aise na ruth baato baato me
Wade na tod aisi rato me
Dekha hai chand mulaqato me
Dhoka hai yaar teri baato me
Dekha hai chand mulaqato me
Dhoka hai yaar teri baato me
Hame is tarah na thukra zalim
Aashiq hai ham tere naam ke
Hame is tarah na thukra zalim
Aashiq hai ham tere naam ke
Ui ui nahi re nahi main nahi jaungi
Tere sath tera hath tham ke
Aaya hoon main tujhko le jaunga
Apne sath tera hath tham ke
Tham ke tham ke
La la la
Ye mana tu mera deewana hai
Tu har ek shamma ka parwana hai
Ye mana tu mera deewana hai
Tu har ek shamma ka parwana hai
Ai ai ai ai ai ai ai ai
Wo apna aur ye begana hai
Meri jaan khub pahchana hai
Wo apna aur ye begana hai
Meri jaan khub pahchana hai
Ja re jaa re tere jaise
Beiman bewafa mere kis kaam ke
Ja re jaa re tere jaise
Beiman bewafa mere kis kaam ke
Heaaya hoon main tujhko le jaunga
Apne saath tera hath tham ke
Ui ui nahi re nahi main nahi jaungi
Tere saath tera hath tham ke
Tham ke tham ke
La la la.
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle