Aaya koi khayal to
Dil ko hua malal
To ghabrake ro diye
Aaya koi khayal to
Muddat ke bad bhul ki
Pahchanti thi dawa
Muddat ke bad bhul ki
Pahchanti thi dawa
Is zindagi ne ek ke atki daga
Puchha jo humse
Hal to ghabrake ro diye
Aaya koi khyal to
Shikwa bhi hum kare
To kare kya nasib se
Shikwa bhi hum kare
To kare kya nasib se
Har dar jab bahar
Me aakar karib se
Khud aake ro diye
Aaya koi khayal to
Daman hamara bhar
Diya pahle to khar se
Daman hamara bhar
Diya pahle to khar se
Jab hum bhadak uthe
To zamana ne pyar se
Vebhul thi nikal ke
Ghabrake ro diye
Aaya koi khayal to
Ghabrake ro diye
Dil ko hua malal to
Ghabrake ro diye
Aaya koi khayal to.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi