Naino ke ye do panchhi
Uljhe hai waha par jake
Dulhan si jaha baithi hai
Ye rat sharma ke o
Naino ke ye do panchhi
Kaliyo se tan ko saware
Aanchal me lekar tare
Aayi hai ye matwali
Ankhiyo me kajra bole
Raho me halke halke
Rukti hai jab wo chal ke
Uski kuwari pyari o ho
Payal yu bole
Aise nashili ban
Halki si koi dhun chhede
Jo dur kahi mausam me
O ho jaye lehrake
Naino ke ye do panchhi
Anjane sapne bunkar
Shabnam ke moti chunkar
Apne sajna se jakar
Milne ki batiya soche
Tan se bhi udkar aage
Chanchal man pahle bhage
Kitna bhi tu kawali
Chahe is man ko roke
Ho jaye man basi
Kya shok hansi chehare me
Masum khayalo me jage
Naino ke ye do panchhi
Uljhe hai waha par jake
Dulhan si jaha baithi hai
Ye rat sharma ke o
Naino ke ye do panchhi.