Aaye baaraati mehmaan ke
Behana meri dulhan bani hain
Aaye baaraati mehmaan ke
Behana meri dulhan bani hain
Pure huye hai armaan
Main jaau kurbaan
Ke behana meri dulhan bani hain
Aaye baaraati mehmaan ke
Behana meri dulhan bani hain
Pure huye hain armaan
Main jaau kurbaan
Ke behana meri dulhan bani hain
Aaye baaraati mehmaan ke
Behana meri dulhan bani hain
Woh dekho aaya hain
Shaadi ka joda
Woh dekho aaya hain
Shaadi ka joda
Isako sambhaalo
Yeh naajuk hai thoda
Isako sambhaalo
Yeh naajuk hai thoda
Jode pe jode pe
Jode peĀ jaau kurbaan
Ke behana meri dulhan bani hain
Jode pe jaau kurbaan ke
Behana meri dulhan bani hain
Pure huye hai armaan
Main jaau kurbaan
Ke behana meri dulhan bani hain
Aaye baaraati mehmaan ke
Behana meri dulhan bani hain
Dulhe ke sar pe hain
Phoolon ka sehara
Dulhe ke sar pe hain
Phoolon ka sehara
Phoolon ki ladiyon mein
Resham sunehara
Phoolon ki ladiyon mein
Resham sunehara
Sehare pe sehare pe
Sehare pe jaau kurbaan
Ke behana meri dulhan bani hain
Sehare pe jaau kurbaan, ke
Behana meri dulhan bani hain
Pure huye hai armaan
Main jaau kurbaan
Ke behana meri dulhan bani hain
Aaye baaraati mehmaan ke
Behana meri dulhan bani hain
Behana ke haatho
Mein mehandi ki laali
Behana ke haatho
Mein mehandi ki laali
Laali ki rangat na kam honewaali
Laali ki rangat na kam honewaali
Laali pe laali pe laali pe jaau kurbaan
Ke behana meri dulhan bani hain
Laali pe jaau kurbaan ke
Behana meri dulhan bani hain
Pure huye hai armaan
Main jaau kurbaan
Ke behana meri dulhan bani hain
Aaye baaraati mehmaan ke
Behana meri dulhan bani hain
Aaye baaraati mehmaan ke
Behana meri dulhan bani hain.
Abhijeet Bhattacharya, Sarika Kapoor
Kumar Sanu
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Alka Yagnik, Kumar Sanu