Hum banjaare pyaar ke maare
Hum banjaare pyaar ke maare
Dilbar bhi hain dildaar bhi hain
Dushmano ke dushman hain
Aur hum yaaro ke yaar hain
Jo kaha sach kaha bakhuda sach kaha
Tere jalwon mein hain roshani
Ye adaa ye sitam jaane jaa karde kam
Tere dam se hain gham aur khushi
Haa khushiiii..
Waqt bada rangeen hain ayi ayi yaa
Rut bhi haseen hain ayi ayi yaa
Ho waqt bada rangeen hain
Rut bhi haseen hain tu ye jaanle
Sabra bina tu kaam le
Badha ke mujhko thaam le
Meri maan le main jawaan tu jawaan
Khol de tu jubaan paas aake mujhe choom le
Ishq hain zindagi ishq hain bandagi
Ishq se hain zamaana haseen
Haa haseen iii………
So chaale ek chaal mein ayi ayi yaa
Tu hain meri jhaal mein ayi ayi yaa
So chaale ek chaal mein
Tu hain meri jhaal mein bach na paaonge
Tuffa bankar aayi hoon
Maut saath mein laayi hoon
Ab kahan jaaonge
Aarzoo teri hain jhustzoo teri hain
Baat sachi hain jo bhi kahin
Jo kaha sach kaha bakhuda sach kaha
Tere jalwon mein hain roshani
Ye adaa ye sitam jaane jaa karde kam
Tere dam se hain gham aur khushi
Haa khushiiii..
Kavita Krishnamurthy
Various Artists
Alka Yagnik, Sudesh Bhonsle