Aayi Hai Bahar Mite Zulmo - Ram Aur Shyam lyrics | Ram Aur Shyam - Aayi Hai Bahar Mite Zulmo lyrics

Aayi Hai Bahar Mite Zulmo is a hindi song from the 1967 movie Ram Aur Shyam. Aayi Hai Bahar Mite Zulmo singer is Mohammed Rafi. Aayi Hai Bahar Mite Zulmo composer is Naushad Ali and Aayi Hai Bahar Mite Zulmo lyricist or song writer is Shakeel Badayuni. Aayi Hai Bahar Mite Zulmo music director is Naushad Ali. Aayi Hai Bahar Mite Zulmo features Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Mumtaz, Pran. Aayi Hai Bahar Mite Zulmo director is and the producer is . The audio of Aayi Hai Bahar Mite Zulmo song was released on 1st January, 1967 by Saregama. Aayi Hai Bahar Mite Zulmo YouTube video song can be watched above.


Aayi hain bahaare mite julmo sitam
Pyaar ka zamana aaya dur huye gham
Raam ki lila rang laayi aa ha ha
Shaam ne bansi bajaayi
Aayi hain bahaare mite julmo sitam
Pyaar ka zamana aaya dur huye gham
Raam ki lila rang laayi aa ha ha
Shaam ne bansi bajaayi


Chamaka hai inasaaf ka
Suraj phaila hai ujaala ujaala
Chamaka hai inasaaf ka
Suraj phaila hai ujaala
Nayi umange sang laayega
Har din aanewaala aanewaala
Nayi umange sang laayega
Har din aanewaala
Ho ho munna git sunaayega
Tunna dhol bajaayega
Munna git sunaayega
Tunna dhol bajaayega
Sang sang meri chhoti
Munni naachegi chham chham
O aayi hain bahaare mite julmo sitam
Pyaar ka zamana aaya dur huye gham
Raam ki lila rang laayi aa ha ha
Shaam ne bansi bajaayi aa ha ha ha


Abb na honge majaburi
Ke is ghar mein afsaane
Abb na honge majaburi
Ke is ghar mein afsaane
Pyaar ke rang mein rang
Jaayenge sab apne begaane
Pyaar ke rang mein rang
Jaayenge sab apne begaane
Ho ho ho sab ke din phir
Jaayenge aa aa aa aa….
Manjil apani paayenge
Sab ke din phir jaayenge
Manjil apani paayenge
Jeevan ke taraane
Milake gaayenge har dam
Ho aayi hain bahaare
Mite julmo sitam
Pyaar ka zamana
Aaya dur huye gham
Raam ki lila rang laayi aa ha ha
Shaam ne bansi bajaayi aa ha ha ha


Abb na koyi bhuka
Hoga aur na koyi pyaasa
Ho ho abb na koyi bhuka
Hoga aur na koyi pyaasa
Abb na koyi naukar
Hoga aur na koyi aaka
O o o o abb na koyi
Naukar hoga aur na koyi aaka
O o o o apane ghar ke
Raaja tum aa aa aa aa….
Chhedo mann ka baaja tum
Apane ghar ke raaja tum
Chhedo mann ka baaja tum
Aa jaayegi sur mein
Dekho jivan ki sargham
Ho aayi hain bahaare mite julmo sitam
Pyaar ka zamana aaya dur huye gham
Raam ki lila rang laayi aa ha ha
Shaam ne bansi bajaayi aa ha ha ha.



Movie/album: Ram Aur Shyam
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Music Label: Saregama
Starring: Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Mumtaz, Pran
Release on: 1st January, 1967
1. Who is the music director of the song Aayi Hai Bahar Mite Zulmo
Ans: Aayi Hai Bahar Mite Zulmo song music director is Naushad Ali
2. Who is/are the singer/singers of the song Aayi Hai Bahar Mite Zulmo
Ans: Aayi Hai Bahar Mite Zulmo song singer is Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Aayi Hai Bahar Mite Zulmo
Ans: Aayi Hai Bahar Mite Zulmo song composer is Naushad Ali
4. Who is the Lyricist of the song Aayi Hai Bahar Mite Zulmo
Ans: Aayi Hai Bahar Mite Zulmo song lyricist is Shakeel Badayuni
5. What is the movie of the song Aayi Hai Bahar Mite Zulmo
Ans: Aayi Hai Bahar Mite Zulmo song is from Ram Aur Shyam
6. Who wrote the song Aayi Hai Bahar Mite Zulmo
Ans: Aayi Hai Bahar Mite Zulmo song is written by Shakeel Badayuni

Find other songs in - Ram Aur Shyam

1
O Balam Tere Pyar Ki Thandi Aag

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

2
Maine Kab Tujh Se Kaha Tha

Lata Mangeshkar

3
Main Hoon Saaqi Tu Hai Sharabi

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

5
Aaj Ki Raat Mere

Asha Bhosle