Pyar kiya hai to ye pyar
Nibhana chhode zamana
Tum chhod na jana
Pyar kiya hai to ye pyar
Nibhana chhode zamana
Tum chhod na jana
Haye tera ye reshmi aanchal
Mast nigaho me ye kajal
Itna nashila teri aankho me khumar hai
Haye aankho me khumar hai
Pyar ki late gaye pyar ka tarana
Chhode zamana tum chhod na
Jana pyar kiya hai to ye pyar nibhana
Chhode zamana tum chhod na
Jana ruk ruk ke mera tan man chhanke
O ho tham tham ke meri payal jhanke
Tham lo baheke ye dil bekarar hai
Ye dil bekarar hai
Jagti aankho me hai savpan suhana
Chhode zamana tum chhod na jana
Pyar kiya hai to ye pyar nibhana
Chhode zamana tum chhod na jana
Chand ke jaisa sath
Kiran ka rishta waisa
Man se man ka
O chand ke jaisa sath
Kiran ka rishta waisa
Man se man ka
Dil ki tamana hai ye
Aankho ki pukar hai
Ye aankho ki pukar hai
Sath chale ho kabhi dur na jana
Chhode zamana tum chhod na jana
Pyar kiya hai to ye pyar nibhana
Chhode zamana tum chhod na jana.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi