Aayi re khilone wali aayi
Naino me kajal dal ke
Aayi naino me kajal dal ke haye
Daam bhi le or dil bhi lele
Kariyo baat sambhal ke
Aayi naino me kajal dal ke haye
Aaj is gali kal us
Gali gati chali
Gali gali hai diwane
Mere naam ke
Are haye rabba haye
Rabba haye rabba
Gali gali hai diwane
Mere naam ke
Koi roke na kalayi
Meri tham ke
Daiyya daiyya re
Khilone ke bahane se
Chabila koi mol
Karta meri chal ke
Naino me kajal dal ke
Aayi re khilone wali aayi
Naino me kajal dal ke
Aayi naino me kajal dal ke haye
Aaj is gali kal us gali gati chali
Khel bachho ke
Suhane bhi salone bhi
Are jhinlala jhiglala jhilglala
Khel bachho ke
Suhane bhi salone bhi
Leke aayi hu jawani ke khilone bhi
Lele sajni bareli wala jhumka
Khelega ye balam ke sang tere gal se
Aayi naino me kajal dal ke haye
Daam bhi le or dil bhi lele
Kariyo baat sambhal ke
Aayi naino me kajal dal ke haye
Aaj is gali kal us gali gati chali
Meri gadi tak tak tun bolo re
Are tik tik tak tak
Meri gadi tak tak tun bolo re
Ek tara sun sun jiya dole re
Ho pyari pyari ye
Thumaktisi gudiya hai
Rakh degi kitno
Ke dil ko uchhal ke
Aayi naino me kajal dal ke haye
Aayi re khilone wali aayi
Naino me kajal dal ke
Aayi naino me kajal dal ke haye
Daam bhi le or dil bhi lele
Kariyo baat sambhal ke
Aayi naino me kajal dal ke haye.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi