Do diwane aaye
Ek tamasha laye
Dekho so fisdi film
Ye bole nache gaye
Kaho kya juth baat hai nahi
To bas phir dekho bhalo
Jawani ke gun galo
Do diwane aaye are
Ek tamasha laye
Dekho so fisdi film
Ye bole nache gaye
Kaho kya juth baat hai nahi
To bas phir dekho bhalo
Jawani ke gun galo
Aao dekho pyare ye
Khel tumhe lalkare
Naam hai kala chor
Ye picture bharat ki mashur
Dusman se wo fight
Jo huliya kar de tight
Are seen hazaro isme
Mara mari se bharpur
Hunter kadake aajane me
Ghoda bhadke paa jane me
Chati dhadke paa jane me
Dekho mere yaar jawani
Khel khel ajab dikhlaye
Do diwane aaye
Ek tamasha laye
Dekho so fisdi film
Ye bole nache gaye
Kaho kya juth baat hai
To bas phir dekho bhalo
Jawani ke gun galo
Kismat unki futi ye
Picture jinse chhuti
Biwi bachho ko dikhla
Or tu bhi jaldi dekh
Kaam mera samjhana
Phir pichhe na pachhtana
Touring daki ke jane
Me din hai bas do ek
Aao dekho paa jane me
Ankhe seko paa jane me
Dil bhi feko paa jane me
Jo mukhda parde par dekho
Sapne me bhi aaye
Do diwane aaye
Ek tamasha laye
Dekho so fisdi film
Ye bole nache gaye
Kaho kya juth baat hai
To bas phir dekho bhalo
Jawani ke gun galo
Prem se pahle logo
Dunia ki khabre dekho
Dekho kaise sailabo me bahte hai
Gharbar sawikar ho jaye
Kaise milta rasan
Rasan ke upar bhasan
Bhasan jispe hoti hai
Neta ki jai jai kar
Peris london paa jane me
Turki jarman paa jane me
Chal wasingtan paa jane me
Dekh le apni ankh se
Koi chand pe kaise jaye
Do diwane aaye ek tamasha laye
Dekho so fisdi film
Ye bole nache gaye
Kaho kya juth baat hai nahi
To bas phir dekho bhalo
Jawani ke gun galo.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi