Ab aur na kuchh bhi yaad raha
Ab aur na kuchh bhi yaad raha
Naa apni zafa na teri wafa
Dil pyaar mein aisaa doob gaya
Ab aur na kuchh bhi yaad raha
Naa apni zafa na teri wafa
Dil pyaar mein aisaa doob gaya
Ab aur na kuchh bhi yaad raha
Teri shikaayat kaun kare
Saamne baitha dil churaaye
Nazar naa aaye
Saamne baitha dil churaaye
Nazar naa aaye
Teri shikaayat kaun kare
Jaa dekh li teri ye bhi adaa
Aur na kuchh bhi yaad raha
Naa apni zafa na teri wafa
Dil pyaar mein aisaa doob gaya
Ab aur na kuchh bhi yaad raha
Bol chhupega aur kahaan
Raat ki chitwan chand ka darpan
Lahron ki dhadkan
Raat ki chitwan chand ka darpan
Lahron ki dhadkan
Bol chhupega aur kahaan
Har shai mein sanam andaaz tera
Aur na kuchh bhi yaad raha
Naa apni zafa na teri wafa
Dil pyaar mein aisaa doob gaya
Ab aur na kuchh bhi yaad raha
Mujhko tamanna koyi nahin
Teri muhabbat teri chaahat
Meri daulat
Teri muhabbat teri chaahat
Meri daulat
Mujhko tamanna koyi nahin
Dil tere siwa sab bhool gaya
Aur na kuch bhi yaad raha
Naa apni zafa na teri wafa
Dil pyaar mein aisaa doob gaya
Ab aur na kuchh bhi yaad raha.
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood