Sawan ki raaton mein
Aisa bhi hota hai
Sawan ki raaton mein
Raahen koi bhoola hua
Toofanon mein khoya hua
Raah pe aa jaata hai
Sawan ki raaton mein
Aisa bhi hota hai
Sawan ki raaton mein
Teri nazar se isse dekh loon main
Dil se mere tum ye mehsoos kar lo
Teri nazar se isse dekh loon main
Dil se mere tum ye mehsoos kar lo
Toofaan ye mere dil se uthha hai
Chaaho to tum inhen
Daaman mein bhar lo
Toofanon mein khoya hua
Ye raasata hai
Saawan ki raaton me
Aisa bhi hota hai
Sawan ki raaton mein
Haara hua tha andheron ka raahi
Manzil se pehle hi
Neend aa rahi thi
Tum door lekar chale aaye warna
Mere charagon se lau jaa rahi thhi
Tere liye jeete hain hum
Dil janata hai
Sawan ki raaton mein
Aisa bhi hota hai
Sawan ki raaton mein
Raahen koi bhula hua
Toofanon mein khoya hua
Raah pe aa jata hai
Sawan ki raaton mein
Aisa bhi hota hai
Sawan ki raaton mein.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood