Ab madad farmaiye
Mehboob subahani meri
Hai jikar jinda mila
Aai mujhko nadani meri
Ab madad farmaiye
Mehboob subahani meri
Kijiye najare karam
Mushkil ko aasan kijiye
Mujhe pareshan haal par
Itna to ehsan kijiye
Vaste hanse ka
Shere khuda ka vasta
Aalia ka vasta
Kulambiya ka vasta
Dur kar dijhe khuda
Raah ab preshani meri
Ab madad farmaiye
Mehboob subahani meri
Dur hai nure najar
Apna nahi koi yaha
Mudatlaye gham hu mai
Dushaman hua hai aasman
Sajh de badke
Prem ki lagi ka vasta
Raham tulim ka vasta
Ijh daman me chupakar
Ab nigebani meri
Ab madad farmaiye
Mehboob subahani meri.
Suman Kalyanpur