Qamar patli nazar bijli
Surahidar gardan
Qayamat se mein jan kam nahi ho
Qamar patli nazar bijli
Surahidar gardan
Qayamat se mei jan kam nahi ho
Ye julfo ki ghata kali
Machalta jaise sawan
Qayamat se mein jan kam nahi ho
Qamar patli
Badan aisa hai chikna ke
Fisalti hai nigahe
Tadap jata hai dil apna
Chamakti hai jo bahe
Jami jhume kadam chume
Jawani ka alam
Tumhi kahdo ke aise mein
Tumhe kaise na chahe
Karib aakar kabhi sunlo
Hamare dil ki dhadkan
Qayamat se mein jan kam nahi ho
Qamar patli nazar bijli
Surahidar gardan
Qayamat se mei jan kam nahi ho
Qamar patli
Najar jiski padi tum par
Kaleja tha mlega
Ishara jise tul kar do
Wo kab aram lega
Magar mujhse tumhe dilbar
Koi sikwa na hoga
Mera dil hai ye lutkar bhi
Tumhara naam lega
Kabhi na chhutega kabhi mujhse
Wafa ka pak daman
Qayamat se mein jan kam nahi ho
Qamar patli nazar bijli
Surahidar gardan
Qayamat se mein jan kam nahi ho
Ye julfo ki ghata kali
Machalta jaise sawan
Qayamat se mein jan kam nahi ho
Qamar patli.
Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Badrinath Pawar, Mahendra Kapoor, Shankar Dasgupta
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor