Bana sakte ho jab duniya
Hai kya mushkil bana dena
Meri ek baat chhoti si
Mere bhagwan bana dena
Ab to bata de avgun mere
Paavo pada hu shyam
Ab to bata de avgun mere
Paavo pada hu shyam
Laakh jatan kar ke bhi jag ke
Aa na saka main kaam
Ab to bata de avgun mere
Paavo pada hu shyam
Ho gaya suna ghar ka aangan
Tadap raha hai bhola bachpan
Miane apna dharm nibhaya
Phir bhi yeh parinam
Paavo pada hu shyam
Ab to bata de avgun mere
Paavo pada hu shyam
Man to daya se tera bhara hai
Patthar ka to rup dhara hai
Tujhse dayalu hai agar koi
Tuhi bata wo naam
Paavo pada hu shyam
Ab to bata de avgun mere
Paavo pada hu shyam
Ab to bata de avgun mere
Paavo pada hu shyam
Ab to bata de shyam
Ab to bata de shyam
Ab to bata de shyam.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi