Ek dil aur sau afsane
Haaye mohabbat haaye zamane
Ek dil aur sau afsane
Haaye mohabbat haaye zamane
Man bina ke madhur suro me
Gate hai sab prem tarane
Ek dil aur sau afsane
Haaye mohabbat haaye zamane
Dil jo na hota kuchh bhi na hota
Aankh na roti aur dard na uthata
Dil jo na hota kuch bhi na hota
Aankh na roti aur dard na uthata
Apna ye daman bol bhi gata
Kon kisi ke yu pyar me khota
Ek dil aur sau afsane
Haaye mohabbat haaye zamane
Man bina ke madhur suro me
Gate hai sab prem tarane
Dil jo lagaya chain na paya
Sare jaha ka iljam uthaya
Dil jo lagaya chain na paya
Sare jaha ka iljam uthaya
Gake sunaye apna tarana
Ye to janam janam se hota hi aaya
Ek dil aur sau afsane
Haaye mohabbat haaye zamane
Man bina ke madhur suro me
Gate hai sab prem tarane
Tu meri manjil pyar ka sahil
Jau kidhar mai hai tu hi mukabil
Tu meri manjil pyar ka sahil
Jau kidhar mai hai tu hi mukabil
O mere hamdam yak hai mushkil
Kar ke rahenge hum tujhko hi hasil
Ek dil aur sau afsane
Haaye mohabbat haaye zamane
Man bina ke madhur suro me
Gate hai sab prem tarane
Ek dil aur sau afsane
Haaye mohabbat haaye zamane.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi