Ab yeh bata jaayen kahan
Kismat ke thukraye hue
Gum se ghabraye hue
Jine se uksaye hue
Ab yeh bata jaayen kahan
Rashta anjan manzil ka
Pata kuchh bhi nahi
Apni rah me andhere ke
Siwa kuchh bhi nahi
Gum ke hai ghanghor badal
Dur tak hai chhaye hue
Ab yeh bata jaayen kahan
Yeh bata jaayen kahan
Ab yeh bata jaayen kahan
Apne armano ka lut ta
Karwa dekha kiye
Aashiya jalta raha hum
Bejuba dekha kiye
Chand aansu rah gaye
Palko pe tharraye hue
Ab yeh bata jaayen kahan
Yeh bata jaayen kahan
Ab yeh bata jaayen kahan
Kya yahi duniya hai eye
Duniya ke rahkwale bata
Kya yahi insaf hai eye
Aasma wale bata
Ji rahe hai saikdo
Jine se sharmaye hue
Ab yeh bata jaayen kahan
Ye bata jaye kahan
Ab yeh bata jaayen kahan
Ab yeh bata jaayen kahan
Ksimat ke thukraye hue
Gum se ghabraye hue
Jine se uksaye hue
Ab yeh bata jaayen kahan.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar