Har dukh ka sawera hai par sham nahi hai
Bhagwan teri dunia me aaram nahi hai
Har dukh ka sawera hai par sham nahi hai
Bhagwan teri dunia me aaram nahi hai
Haste hai mere aasuo ke chand sitare
Haste hai mere aasuo ke chand sitare
Tuta hua dil tere siwa kis ko pukare
Sansar me jiwan ka koi dam nahi hai
Bhagwan teri dunia me aaram nahi hai
Insan ke teero ka hai insan nishana
Insan ke teero ka hai insan nishana
Bhagwan tu badla hai ke badla hai jamana
Bigdi ko banana kya tera kam nahi hai
Bhagwan teri dunia me aaram nahi hai
Insan ne ghar fuk ke dekha hai tamsha
Khud bech ke aasha ko kharidi hai nirasha
Insan ne ghar fuk ke dekha hai tamsha
Khud bech ke aasha ko kharidi hai nirasha
Sukh kaise mile jab dilo me ram nahi hai
Sukh kaise mile jab dilo me ram nahi hai
Bhagwan teri dunia me aaram nahi hai
Har dukh ka sawera hai par sham nahi hai
Bhagwan teri dunia me aaram nahi hai.
Hemant Kumar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay