Abhi zara si der mein
Ye raat gungunayegi
Ye dhadkano ki lay
Koi hasin dhun sunayegi
Na tujhko nind aayegi
Na mujhko nind aayegi
Mere karib aake pee
Ye fasla mita ke pee
Abhi zara si der mein
Ye raat gungunayegi
Ye dhadkano ki lay
Koi hasin dhun sunayegi
Na tujhko nind aayegi
Na mujhko nind aayegi
Mere karib aake pee
Ye fasla mita ke pee
Mere karib aake pee
Ye fasla mita ke pee
Jo tu kahe to jhumti
Mahakti julf khol du sanam
Teri mahakti sharab mein
Labo ka rang ghol du
Jo tu kahe to jhumti
Mahakti julf khol du sanam
Teri mahakti sharab mein
Labo ka rang ghol du
Teri najar najar pe main
In ka phul tol du
Mere karib aake pee
Ye fasla mita ke pee
Mere karib aake pee
Ye fasla mita ke pee
Ye rat ek umar hai
Hai umar pyar ke liye
Yu ajnabi se banke hum
Agar jiye to kya jiye
Ye rat ek umar hai
Hai umar pyar ke liye
Yu ajnabi se banke hum
Agar jiye to kya jiye
Tu un gamo ko bhul ja
Jo gum hai waqt ne diye
Mere karib aake pee
Ye fasla mita ke pee
Abhi zara si der mein
Ye raat gungunayegi
Ye dhadkano ki lay
Koi hasin dhun sunayegi
Na tujhko nind aayegi
Na mujhko nind aayegi
Mere karib aake pee
Ye fasla mita ke pee
Mere karib aake pee
Ye fasla mita ke pee.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle