Nazar Hai Badli Badli Si - Maha Badmaash lyrics | Maha Badmaash - Nazar Hai Badli Badli Si lyrics

Nazar Hai Badli Badli Si is a hindi song from the 1977 movie Maha Badmaash. Nazar Hai Badli Badli Si singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Nazar Hai Badli Badli Si composer is Ravindra Jain and Nazar Hai Badli Badli Si lyricist or song writer is Kulwant Jani. Nazar Hai Badli Badli Si music director is Ravindra Jain. Nazar Hai Badli Badli Si features Vinod Khanna, Neetu Singh, Bindu, Pinchoo Kapoor. Nazar Hai Badli Badli Si director is and the producer is . The audio of Nazar Hai Badli Badli Si song was released on null by Saregama. Nazar Hai Badli Badli Si YouTube video song can be watched above.


Aap chehre pe chada
Lijiye lakho chehre
Asli chehre ko chupana to
Bahut muskil hai
Badaliya dhap to sakti hai
Chand surat ko
Unki kirno ko dabana
To bahut mushkil hai


Najar hai badli badli si
Ada hai jani pahchani
Najar hai badli badli si
Ada hai jani pahchani
Tujhe hum man gaye man gaye
Man gaye jani
Najar hai badli badli si
Ada hai jani pahchani


Kabhi anjani surat bhi
Hame lagti hai pahchani
Kabhi anjani surat bhi
Hame lagti hai pahchani
Magar ye wo nahi wo nahi
Wo nahi rani
Najar hai badli badli si
Ada hai jani pahchani


Hum jami pe rahke
Sitaro ki khabar rakhte hai
Jism hai shishe ka
Pathar ka jigar rakhte hai
Dhokha kha jaye najar apni
Ye mumkin hi nahi
Tadpe wale kayamat ki
Najar rakhte hai
Ke sach par jhuth ka parda
Girana to hai nadani
Ke sach par jhuth ka parda
Girana to hai nadani
Tujhe hum man gaye man gaye
Man gaye jani
Kabhi anjani surat bhi
Hame lagti hai pahchani


Aapka andaza mana ke
Bahut achha hai
Aapne aankho ko aayina
Bana rakha hai
Par jo dharti se gagan
Milta najar aata hai
Wo najar ka nahi dhokha
To fir kya hai
Khuda jane tumse kis bat par
Hai itni hairani
Khuda jane tumse kis bat par
Hai itni hairani
Magar ye wo nahi wo nahi
Wo nahi rani
Najar hai badli badli si
Ada hai jani pahchani


Yaki na aayega hamko
Kabhi aisi dalilo se
To jakar mashwara kar lijiye
Apne wakilo se
Jarurat kya bhala hamko
Kisi se mashware ki hai
To fir man lo chup chap
Ke ye aur koi hai
Magar ye jhuth hai sada
To fir layo sabut iska
Wahi ye nak naksha hai
Khuda ne sabko baksha hai
Kamar bhi patli hai waisi
Milegi lakho ki aisi
Lachakti chal me masti
Jawani mein rahe sabki
Hame nadan samjhte ho
Aji kyu gussa karte hai


Ye parda chak kar denge
Irada khak kar denge
Ye parda chak kar denge
Irada khak kar denge
Humse jo jeet sake
Aisa jamane mein nahi
Har ka jikar kahi
Apne fasane mein nahi
Kaha ab kuchh to
Pachtana padega tujhko diwani
Kaha ab kuchh to
Pachtana padega tujhko diwani
Magar ye wo nahi wo nahi
Wo nahi rani
Kabhi anjani surat bhi
Hame lagti hai pahchani.



Movie/album: Maha Badmaash
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Kulwant Jani
Music Composer: Ravindra Jain
Music Director: Ravindra Jain
Music Label: Saregama
Starring: Vinod Khanna, Neetu Singh, Bindu, Pinchoo Kapoor
Release on: null
1. Who is the music director of the song Nazar Hai Badli Badli Si
Ans: Nazar Hai Badli Badli Si song music director is Ravindra Jain
2. Who is/are the singer/singers of the song Nazar Hai Badli Badli Si
Ans: Nazar Hai Badli Badli Si song singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Nazar Hai Badli Badli Si
Ans: Nazar Hai Badli Badli Si song composer is Ravindra Jain
4. Who is the Lyricist of the song Nazar Hai Badli Badli Si
Ans: Nazar Hai Badli Badli Si song lyricist is Kulwant Jani
5. What is the movie of the song Nazar Hai Badli Badli Si
Ans: Nazar Hai Badli Badli Si song is from Maha Badmaash
6. Who wrote the song Nazar Hai Badli Badli Si
Ans: Nazar Hai Badli Badli Si song is written by Kulwant Jani

Find other songs in - Maha Badmaash

1
Yun Husn Ka Jalwa

Asha Bhosle

2