Na din ko sukoon shaakir
Na raat ko sukoon hai
Ye kaisa humpe umar ishq ka junoon hai
Jo rachaye hai tune haath mehndi se
Wo mehndi nahi hai mere dil ka khoon hai
Acha sila diya tune mere pyar ka
Acha sila diya tune mere pyar ka
Yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
Acha sila diya tune mere pyar ka
Acha sila diya tune mere pyar ka
Yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
Acha sila diya tune mera pyar ka
Mere pyar waale sabhi phool murjhaye
Kaante ye fizawon waale saare
Mere hisse aa gaye
Mere pyar waale sabhi phool murjhaye
Kaante ye fizawon waale saare
Mere hisse aa gaye
Raas na aaya mujhe sapna bahaar ka
Raas na aaya mujhe sapna bahaar ka
Yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
Acha sila diya tune mera pyar ka
Acha sila diya tune mera pyar ka
Yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
Acha sila diya tune mera pyar ka
Ashqon ki maala mere gale pehna ke
Khush hai wo ghar kisi aur ka basa ka
Ashqon ki maala mere gale pehna ke
Khush hai wo ghar kisi aur ka basa ka
Kar diya khoon dekho mere aitbaar ka
Kar diya khoon dekho mere aitbaar ka
Yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
Acha sila diya tune mera pyar ka
Acha sila diya tune mera pyar ka
Yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
Acha sila diya tune mera pyar ka
Naaz tere mar ke bhi hans ke uthaye hai
Ashqon ke moti teri yaad mein bahaye hai
Naaz tere mar ke bhi hans ke uthaye hai
Ashqon ke moti teri yaad mein bahaye hai
Sun kabhi shor meri dil ki pukaar ka
Sun kabhi shor meri dil ki pukaar ka
Yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
Acha sila diya tune mere pyar ka
Acha sila diya tune mere pyar ka
Yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
Acha sila diya tune mere pyar ka
Acha sila diya tune mere pyar ka
Yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
Yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
Yaar ne hi lut liya ghar yaar ka.
Sushma Shrestha (Poornima)
Sonu Nigam
Sonu Nigam
Nitin Mukesh Chand Mathur
Sonu Nigam
Abhijeet Bhattacharya
Sonu Nigam
Bhupinder Singh
Anuradha Paudwal, Nitin Mukesh Chand Mathur
Abhijeet Bhattacharya
Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Udit Narayan
Anuradha Paudwal, Nitin Mukesh Chand Mathur